Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best Nikaal Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best Nikaal Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos aboutegīla gasiņa privātklīnika, mola nik lage rani lali lali lugra ha tor video, mola nik lage rani chhattisgarhi video, mola nik lage rani cg song, cg song mola nik lage rani,

  • 18 Followers
  • 58 Stories

Prem Sagar

Kash us dil♥️ ko hum nikaal 
fekte👉
Jis dil♥️mein tum
ab tak rahte ho(๑•﹏•) #nokoto#kash#usdil#kohum#nikaal

Faizan Ali

read more
Uljhan mai hamko daal ke achha nahi kiya! Seene se dil nikaal ke achha nahi kiya! Aayi pasand hamko wo saadgi tumhri , Chahra naya nikaal ke achha nahi kiya!

Aayukhan Khan

read more
Bhool jaayein tumhe koi irada nhi hai
Ek tere siwa kisi or se waada nhi hai
Nikaal dete is dil se tumko
Nikaal dete is dil se tumko
Mgr is naddaan dil me koi darwaaza nhi hai

SumaiYa SidDiqui

#Dua

read more
*Allama Iqbal (DUA)*
‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾‾
_Koi urooj de na zawaal de_,
_Mujhe sirf itna kamaal de_,
_Mujhe apni raah me daal de_,
_ki zamaana meri misaal de_

_Teri rahmaton ka nuzool ho,_
_Mujhe mehnato ka sila mile,_
_Mujhe maal o zar ki hawas na ho,_
_Mujhe bas tu rizq e halaal de._

_Mere zahen me teri fikr ho,_
_Meri saans me tera zikr ho,_
_Tera khauf meri nijaat ho,_
_Sabhi khauf dil se nikaal de._

_Teri baargaah me Aye Khuda,_
_Meri roz o shab hai yehi dua,_
_Tu Raheem hai Tu Kareem hai,_
_Mujhe mushkilon se nikaal  de__

*Aameen Yaa Rabbul Aalameen* #Dua

KitaBeIshQ

Phir Dil Mein Kanty Chubny Lagy,,,
Phir Kanty Nikaal Na Saky Tamam Umar...! Phir #Dil Mein #Kanty #Chubny Lagy,,,
Phir Kanty #Nikaal Na Saky Tamam #Umar...!

____________________________________
#NojotoUrdu #Nojoto #اردو #urdushayari #poetry #poetrylovers #urduadab #urdupoetry #kitabeishq #kitabeishq007 #deardiary #ZishiRajpoot #urdupoetrylovers #shayari #Zishi #love #nojoto
#sadpoetry #sadquotes #shayer #dosti #sadstatuse #Bazm #ghazal #urdulovers #sadshayari #Dukhishayari #dardshayari

Ujjwal Verma

read more
Tere pyaar ka sila har haalmein denge,
Khuda bhi maange ye dil toh nikaal denge,
Agar dil ne kaha tum bewafa ho,
Toh is dil ko bhi seene se nikaal denge!!

Abhishek sharma

read more
Chalo mana dil se nikaal diya hoga mujhe 
pr dimag se kaha nikaal paaoge 
Mana mohabbat to sachi nhi thi 
Pr iss nafrat ko kaha alag rkh paaoge.....

Rajan Pal

New poetry. Tujhe paane ki chaaahat ko, Maine dil se nikaal rakhaa hai, Meri jaan, Tujhse miley sbhi tauhfey, Maine Aaj bhi smbhaal rakhaa hai.

read more
New poetry. 


Tujhe paane ki chaaahat ko,
Maine dil se  nikaal rakhaa hai, 
Meri jaan,
Tujhse miley sbhi tauhfey,
Maine Aaj bhi  smbhaal rakhaa hai.


Mai parinda hu,
Ab to wapas aane se rhaa,,
Hataaa le, Zulfo ko apne gaalo se,
Husn ke zariye beecha ke jo tumne ye jaal rkhaa hai.


Tujhe paane ki chaaahat ko,
Maine dil se nikaal rakhaa hai.



to be Continue soon New poetry. 


Tujhe paane ki chaaahat ko,
Maine dil se  nikaal rakhaa hai, 
Meri jaan,
Tujhse miley sbhi tauhfey,
Maine Aaj bhi  smbhaal rakhaa hai.

Nitin Sharma

#OpenPoetry farz ki dor

read more
#OpenPoetry "  FARZ KI DOR " 
tum farz ke liye jaan de dena 
hame to aishoaraam pasand hai
ansuon ko bahaakar 2deep jalaa lenge
desh bhakti ke naare lagaakar ankho ko suja lenge 
isse jyda ummed na karna ey veer putr tum hamse
jaati paati me bate hai ham sab ab kon ladega unse 
kal desh me fir chunaaw ayega
 fir naya neta layega 
woh desh lootkar khayega apne pet ko bharta jayega 
tum date rehna sarhad par 
hame tumahra ehsaan pasanad hai
tum farz ke liye jaan de dena 
hame aishoaraam pasanad 
natak parasti se kuch chitr nikaal laaye hain 
baant lenge apas me fareb ka kirdaar nibhaakar
akhbaar bhar denge teri yaadon se 
ham woh sare - aam nikaal laye hain 
khabar daar kar denge dushman ko ghar baithe baithe
ham deewaron par woh isthitehaar sajaane aaye hain 
eeman se khaana seekha kab ?
hame woh haraam pasanad hai
tum farz ke liye jaan de dena 
hame to aisoaraam pasanad hai
hame abhi dharm ki rakhsa karni hai 
aabhi  vyast hai ham kuch kaamon me 
ali , doobe , sharma, khan or chodhary 
bate hain ham in naamo me 
mehnat ki roti ab sookhi 
hame to chupri leni hai
tax churaakar ya gareeb ka khaakar 
sabke hak ke leni ha
desh ka yuva hai ham 
jo sharaab me doobe rehte hai 
jo bache pade hai is zillat se 
woh shabaa me doobre rehte hai
tum na khona aan desh ki
hame to ayaash pasanad hai
tum farz ke liye jaan de dena hame to ye aishoaraam pasanad hai
kal fir tum shaheed ho jaoge 
ham naam tumhara pukaarnenge 
din dhal jaye shaam gayi ab 
ham fer se wahi dohrayenge 
ham na farz nibhayenge na mehnat ki ham khayenge 
dhut rahenge choor nashe me 
par farz tumhe sikhayenge
rangmanch se door  tum rehna
ham to.mehfil -e- shaam pasanad hai
tum farz ke liye jaan de dena hame to aisoaraam pasanad hain
                                -- Nitin shandilya #OpenPoetry farz ki dor

Gyani Singh

😓😓😓

read more
Dimmag se, tumahara khayal nikaal rha hu,

Ya ye kaho, JISM se JAAN nikaal rha hu,, 😓😓😓
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile