Find the Best Dikhaya Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos aboutdard dikhaya nahi jata on shayri 0, dikhaya meaning in hindi, dikhaya in hindi, dikhaya gaya in english, dikhaya meaning in english,
aayuu sharma
puchne waale bazid hai ke bataya jaaye rone waalo ko nahi yaad ke kyuu rote hein uski ankhon ko kahan rona aata tha aayuu maine phir roke dikhaya ki yun rote hein mohtarma ©aayuu sharma #Bazid #Rone #khabar #kyu #Rote #Maine #Dikhaya #jail
Anonymous Writer
Broken Kya kbhi mere jitna pyar jataya h usne? Tumhare gardan par baalo ke neeche jo til h, Kya uske baare me kbhi btaya h usne? Apne shehr me jo ik lauta mall h, Kya kbhi dikhaya h usne? Tumhari angrezi thodi kamzor thi, Kya kbhi spelling sikhaya h usne? to be contd.... ©Anonymous Writer #Pyar #Jataya #Gardan #TIL #Baalon #mall #Dikhaya #English #Sikhaya #Broken
Rajput Creations
#aukaat #dikhaya #chhor #dil #heartbroken #yourquote #rajputcreations
Komal Gajjar
जब किरदार न मिला उन्हें कोई अपनी कहानी का, भरी महफ़िल में उन्होंने अपनो का ही तमाशा बना दिया। Apno Ka Hi Tamasha Bana Diya💔 #merinazronko #jisne #sapna #dikhaya #jagaya #jisne #raaton #mein #usnehi #jazbaaton #ka #tamasha #bana #diya
Harsh Barun
Wah...! Aapne apna asli chehra dikhaya, shukriya, Aap sache kitne ho main jhoota hoon kita, iss ka andaaza dilaya, shukriya, Raah hamari ek thi, mod pr ek naya raah dikhaya, shukriya, Ham to badtameez thehre, chalo maan liya, aapne hame apna adab dikhaya or shikhaya, shukriya... #asliyat
Lakhwinder kaur(lucky)
मेरे शिक्षक kya koi samaneya mnushya kisi ko amar kr paya hai???? yeh toh sirf ek shikshak ne kr dikhaya hai dikhaya hai parkash ko amar kr aur pustko ka adhaar khud ko banaya hai. 👏👏👏👏👏 happy teachers day happy teachers day #nojoto #nojotohindi #teachersday
happy teachers day nojoto #nojotohindi #Teachersday
read moreCHANDRA &story
ret si thi manjile apni,,,,, jb jb chala uspe ,tab tab fisal gya ,,, chaha bhar lu muthi pe isko , jra jor ky lgaya ,fir nikal gya ,, pane ko manjil ,is kadar uljha tha sawal khud k hi the ,fir v n suljha tha ,, fir waqt ne ek saks dikhaya ,, iswar ka pratirup ,ek aks dikhaya isse paresan h tu ,iske ky jajbat h ,, mila jra mehnat ka pani ispe iski ky aukat h ,, dekhu jra kaise fisalta h ,, le bhar ise ab muthi pe,, jra me dekhu ye kaise nikalta h koi alag rup n h ,n koi rang h fir v jiwan me har waqt wo mere sang h guru h we ,iska aviman h , phle v samman tha ,or av v sammna h for our teachers
for our teachers
read moreRitika Pandey
Aj nahi hu unki zindgi me phir bhi sare wade unhone hai nibhaya, jo kahte the ki pura krunga tumhara har sapna unhone kar dikhaya, kahte the ki tum raho na raho par taumra tumse mohhabat karunga, sach tha qki mai dur hokar bhi kavi unki mohhabat me kami nahi paya, sare wade pure kiye nahi hai mughe unse koi sikawa, kahtu thi mai wada kro ki tum hamesa muskuraoge, unhone mughse bichad jane ke dard me bhi muskuraya, ye sare wade kiye the unhone jise pura kar unhone dikhaya.