Find the Best ShameMahfil Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos aboutshame on you meaning in hindi, shame on you quotes, shame on me quotes, shame in the kite runner, shame of the jungle,
Rabindra Kumar Ram
" Simti yaadon me aaj bhi koi pal kuchh yu taza hai, Yu hi gurjate jashan ki sham me teri madhoshi chha jati hai , Uth kar chalu jo kahi shame mahfil kahi se to , to aaj bhi tu tera chehra samne muskurati najar aati hai. " --- Rabindra Ram " Simti yaadon me aaj bhi koi pal kuchh yu taza hai, Yu hi gurjate jashan ki sham me teri madhoshi chha jati hai , Uth kar chalu jo kahi shame mahfil kahi se to , to aaj bhi tu tera chehra samne muskurati najar aati hai. " --- Rabindra Ram #Simti #yaadon #madhoshi #shamemahfil #chehra #muskurati #najar
" Simti yaadon me aaj bhi koi pal kuchh yu taza hai, Yu hi gurjate jashan ki sham me teri madhoshi chha jati hai , Uth kar chalu jo kahi shame mahfil kahi se to , to aaj bhi tu tera chehra samne muskurati najar aati hai. " --- Rabindra Ram #Simti #yaadon #madhoshi #ShameMahfil #chehra #muskurati #Najar
read moreSham E Mahfil
سمجھ میں آتی نہیں رمز ِ فطرتِ انساں کہ جس طرف نہیں جانا ادھر جھکاؤہے Samajh Mai Aati Nahi Ramz E Fitrat E Insañ Keh Jis Taraf Nahi Jana Udhar Jhukao Hai ©Sham E Mahfil #ShameMahfil #walkingalone
Sham E Mahfil
Khud Ko Khoya Bebasi Aur Bekhudi Se Bech Kar Bekhudi se Hosh Aya Yun Bhatak Kar Dar Badar Zindagi Ko Hai Jalaya, Ansoo O Khoon E Jigar Chahate Sab Jhoothi Nikli Ek Khataa Hai Kaargar Ishq Ne Har Shay O Gargam Se Kinara Kar Lia. Toot Kar Yun Zindagi Ne Nau Sawera Kar Lia Bewafai, Farzi Jana, Fani Dunya Chorhkar Ishaq Ne Ishq E Haqiqi Par Basera Kar Lia #QamarRazaMarkazi ©Sham E Mahfil #ShameMahfil #Shayri #Shairi #Poetry #QamarRazaMarkazi #JamiaturRaza #dabistanebareilly #Rekhta #shyrilovers #QamarRazaKhan
Sham E Mahfil
Mai Tujhko Milun Tu Mujhko Mile Khwahish Ye Kabhi Mumkin Hi Nahi Mai Mitti Ka Ek Putla Hun, Tu Maadan e Seem O Ganj e Zaree(n) Tha Tera Mera Bas Sath Wahi Thi(n) Teri Udane Aur Kahi(n) Mai Saada Sifat Ek Banda Hun, Teri Chahat Ka Haqdaar Nahi(n) Tha Tanha Yaha(n) Tu Dost Mera, Ab Tanhai Hai Dost Meri Rakkhunga Magar Mai Dil Me Tujhe, Chahega Sadaa Ye Qalb E Hazee(n) Mai Dil Ki Sadayein Kah Na Saka Bas Khudko Hi Hamraaz Rakha Jab Jaan Lia Pahchan Lia Manzil Hai Tumhari Aur Kahee(n) Khushhal Raho Abad Raho Parwan Chadho Aur Phulo Phalo Karta Hai Qamar Har Roz Dua Dildaar Mere Aye Dil Ke Makee(n) M Qamar Raza Markazi #sadShayari #alwida #urdushayri #QamarRazaMarkazi #shamemahfil #Jamiatur_Raza #sufi #poetry #Thoughts #alonesoul
Sham E Mahfil
M Qamar Raza Markazi Mai Tujhko Milun Tu Mujhko Mile Khwahish Ye Kabhi Mumkin Hi Nahi Mai Mitti Ka Ek Putla Hun Tu Maadan e Seem O Ganj e Zaree(n) Tha Tera Mera Bas Sath Wahi Thi(n) Teri Udane Aur Kahi(n) Mai Saada Sifat Ek Banda Hun, Teri Chahat Ka Haqdaar Nahi(n) Tha Tanha Yaha(n) Tu Dost Mera, Ab Tanhai Hai Dost Meri Rakkhunga Magar Mai Dil Me Tujhe, Chahega Sadaa Ye Qalb E Hazee(n)
Mai Tujhko Milun Tu Mujhko Mile Khwahish Ye Kabhi Mumkin Hi Nahi Mai Mitti Ka Ek Putla Hun Tu Maadan e Seem O Ganj e Zaree(n) Tha Tera Mera Bas Sath Wahi Thi(n) Teri Udane Aur Kahi(n) Mai Saada Sifat Ek Banda Hun, Teri Chahat Ka Haqdaar Nahi(n) Tha Tanha Yaha(n) Tu Dost Mera, Ab Tanhai Hai Dost Meri Rakkhunga Magar Mai Dil Me Tujhe, Chahega Sadaa Ye Qalb E Hazee(n)
read moreSham E Mahfil
Happy Independence day स्वतंत्रता दिवस की हार्दिक शुभकामनाएँ उजड रहा है यह चमन ज़रा इसे बहार दाे मेरा वतन सँवार दाे मेरा वतन सँवार दाे मेरे वतन की यह रुतैं मोहब्बतो से ही चलैं जो नफरतों काे दे हवा उसे भी खूब प्यार दो वतन की यह सलामती मोहब्बतों से है बनी मोहब्बतों के इस चमन को और भी निखार दाे यहीं बना है लाल किला और ताज भी यहीं यह बे मिसाल हिंद के मेरे बड़े वकार दाे ना जा़त पात का यहाँ बनाओ दोसताें समा लड़ाइयों के दौर मे तुम एकता सँवार दाे है मेरे दिल की आरज़ु हाे शादमानी कुबकु बुरी नज़र से देखे जो उसे कुचल के मार दाे तमाम धर्मों की सदा वतन पे दिल रहे फिदा वतन की इज्ज़ाे आबरु पे अपनी जान वार दो क़मर चले वतन की राह तुम भी साथ में चलाे क़दम क़दम चमन कराे यूँ साथ तुम हजा़र दो क़मर रज़ा मरकज़ी #क़मर_रज़ा_मरकजी़ #QamarRazaMarkazi #ShameMahfil #qamar_matlabi #india #independenceday #independenceday2020
Sham E Mahfil
Sham E Mahfil
(Dosti) Har Cheez Har Nishan Se Pyari Hai Dosti Har Rishte Se Anokhi Nyari Hai Dosti Pahle To Bat Bat Pe Jhagda Fasaad Aur Ek Lamhe Bad Bolen Hamari Hai Dosti Mil Jaye Gar Kahi To Mile Zor Se Gale In Ansuon Ki Dhaara Me Jaari Hai Dosti Farhaad Aur Sheeri Kya Samjhenge Dosto Aisi Muhabbaton Pe Bhaari Hai Dosti Jab Dost Se Akele Chala Ja Nahi Saka Sunsaan Raston Pe Pukari Hai Dosti Har Rishta Matlabon Pe Tika Hai Jahan Me Bas Matlabon Se Khali Hamari Hai Dosti Paigam Ye Qamar Ka Faqat Dost Hi Sune Aye Dosto Ye Khas Tumhari Hai Dosti Qamar Raza Markazi #QamarRazaMarkazi #poetqamarrazamarkazi #writerqamarrazamarkazi #ShameMahfil #poetry #Dosti #friends #friendsforever #shayri #cousinsday
Sham E Mahfil
Jante Ho Ke Sadaa Chand Akela Kyun Hai Uske Dilbar Ka Mere Yaar Se Naata Hoga #ThinkingMoon #Poetry #shayri #urdushayri #markazi #qamarrazamarkazi #matlabi #shamemahfil
Sham E Mahfil
Friendship in 3 Words Har Cheez Har Nisha Se Pyari Hai Dosti Har Rishte Se Anokhi Niyari Hai Dosti Pahle To Bat Bat Pe Jhagda Fasaad Aur Ek Lamhe Bad Bole Hamari Hai Dosti Qamar Raza Markazi Har Cheez Har Nisha Se Pyari Hai Dosti Har Rishte Se Anokhi Niyari Hai Dosti Pahle To Bat Bat Pe Jhagda Fasaad Aur Ek Lamhe Bad Bole Hamari Hai Dosti #QamarRazaMarkazi #ShameMahfil #Matlabi #QamarMarkazi #JamaiturRaza
Har Cheez Har Nisha Se Pyari Hai Dosti Har Rishte Se Anokhi Niyari Hai Dosti Pahle To Bat Bat Pe Jhagda Fasaad Aur Ek Lamhe Bad Bole Hamari Hai Dosti #QamarRazaMarkazi #ShameMahfil #matlabi #QamarMarkazi #JamaiturRaza
read more