Find the Best Dilkibattein Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos abouthindi love shayari dil ki baat, tu mera dil tu meri jaan i love you daddy, dil ki love shayari, love shayari dil se, shayari dil se love,
Balram Mandavia
Tumhe rokne ki bahut koshish ki par afsos tum ruke nahi me keh raha tha chale jao par mera dil yeh nahi chahta tha tumne mera to suna par mere dil ki awaaz tumne sunhi nahi meri galtiya tumhe naraz hone ki izaazat deti hai par jyada waqt keliye tumhari narazgi mujse dekhi nahi jati hai kya karu naraz hokar bhi tum mujse dur nahi hoti ho kyu ki jab tum nahi bolti, tab hamari battein muje yad aati hai bas yeh hi kehna chahunga ki kabhi kabhi nazdikiya badhane keliye ek dusre se dur jaana bhi zaruri hai zindagi bhar hamare dil ko rulane se acha kabhi kabhi aankho se aansu bahana bhi zaruri hai kabhi kabhi aankho se aansu bahana bhi zaruri hai ©Balram Mandavia #Dilkibattein
Balram Mandavia
Tumhe rokne ki bahut koshish ki par afsos tum ruke nahi me keh raha tha chale jao par mera dil yeh nahi chahta tha tumne mera to suna par mere dil ki awaaz tumne sunhi nahi meri galtiya tumhe naraz hone ki izaazat deti hai par jyada waqt keliye tumhari narazgi mujse dekhi nahi jati hai kya karu naraz hokar bhi tum mujse dur nahi hoti ho kyu ki jab tum nahi bolti, tab hamari battein muje yad aati hai bas yeh hi kehna chahunga ki kabhi kabhi nazdikiya badhane keliye ek dusre se dur jaana bhi zaruri hai zindagi bhar hamare dil ko rulane se acha kabhi kabhi aankho se aansu bahana bhi zaruri hai kabhi kabhi aankho se aansu bahana bhi zaruri hai ©Balram Mandavia #Dilkibattein
Balram Mandavia
Har mushkil hamare sabhra ka intehaan leti hai muskhil chahe par ho ya na ho par mushkile hamesha hume kuch naya sikha jati hai hamare kam ke prati nishta hamare safalta ki chadhan tay karti hai kabhi bhi aisha mat sochna dosto ki bahut mehnat karke bhi kam safalta hasil hui jab lagan sachi ho na to thodi der si hi sahi magar insan ko safalta zarur hasil hoti hai bas yeh hi kehna chahunga ki mushkile insan ko gira sakti hai magar wapas uthne se nahi rok sakti hai mushkile par karne me mushkil hogi hi par koi bhi mushkil par karna namunkin nahi hoti hai koi bhi mushkil par karna namunkin nahi hoti hai ©Balram Mandavia #Dilkibattein
Balram Mandavia
Kaash vo pal aaye hi na jisme tum na ho chahe kitni bhi muskan kyu na bhar lu mera dil muskurata nahi jab tak har pal mere sath tum na ho yu hi tumhare sath chalte chalte yeh aasman bhi kitna khubsurat lagta hai sham ki vo mulakatein muje kitni haseen lagti hai tumhe kya pata har rat jab bhi me chand dekhta hu,usme bhi sirf tumhara chehra hi nazar aata hai jab kal tum mere sath nahi hoge us pal ke bare me sochke aaj ka pal me tumhare sath muskurate hue jee nahi pa raha hu tumhe pata hai meri muskan bhi mujse ruth ke baithi hai kyu ke kal ke aansu ke bare me sochte sochte me aaj ki muskurat ko rula raha hu bas yeh hi kehna chahunga ki jitni tumhari maujudgi muje aachi lagti hai utni hi tumhari namaujudgi mere dil ko tanha mehsus karati hai meri muskurat ki wajah bhi tum ho aur mere rone ki wajah bhi tum kaishe bhi halat kyu na ho, tumhara hath mere hath me, mera hath tumhare hath me muje har pal jeena sikhati hai muje har pal jeena sikhati hai ©Balram Mandavia #Dilkibattein
Balram Mandavia
Apno ko ab apna kehne ka zamana nahi raha hai jise me apna samajkar roj gale lagata tha vo ab apna nahi raha hai aajkal ke zamane me dhoka dena aasan ho gaya hai rula to har koi sakta hai magar kisi ke chehre par muskan lana kitna mushkil ho gaya hai kisi ka dard sunna ab logo ko waqt ki barbati lagti hai jise pehle mere aansu uske dard ke barabar dikhte the aaj ussi ko mere aansu sirf sadharan si pani ki bund lagti hai bas yeh hi kehna chahunga ki hamari muskan kisi aur ki khusi pe nirbhar nahi honi chaiye kisi aur ki wajah se hamari aankhe num nahi honi chaiye aajkal kisi ko apna kehna bhi karze se kam nahi aaj to hum unki maujudgi se khush hai par kal unki maujudgi hamare rone ki wajah nahi banni chaiye kal unki maujudgi hamare rone ki wajah nahi banni chaiye ©Balram Mandavia #Dilkibattein
Balram Mandavia
Yaddein hamare chehre par muskan leke aati hai jo pal hum wapas jee nahi sakte yaddein hume phirse vahi palo ka aehsas karati hai ha mana hi jo pal jo lamha ek bar bit jaye vo wapas nahi aata hai ek bar apni aankhe band karke to dekhiye dosto jab kuch yaddein dil me basi ho to aankhe band karne par waqt hume vahi lamho me peeche leke jata hai me bas itna manta hu ki yaddein banaiye dosto kuch salo ke bad yeh hi pal hum yad karenge jab bhi hum dukhi honge na to yeh hi palo ki wajah se us waqt chehre par muskan bharenge bas yeh hi kehna chahunga ki har guzerta pal waqt ke sath yaddon me badal jata hai har pal ke keemat kariye dosto jinke sath bhi app yeh pal jee rahe hai kyu ki dukh ki bat yeh hai ki jo pal ek bar bit gaya vo kabhi wapas nahi aata hai jo pal ek bar bit gaya vo kabhi wapas nahi aata hai ©Balram Mandavia #Dilkibattein
Balram Mandavia
Kuch log zindagi me aate to hai par hamesha keliye rukte nahi is safar me milte to bahut log hai par hamare sath akhiri manzil tak chalte nahi kisi pe barosa rakhna aachi bat hai lekin kisi insan se lagav ho jaana aksar hume bhari padh sakta hai soch samajkar barosa kijiye dosto jo insan aapko aaj hasa raha hai bhuliye mat vo insan kal aapke rone ki wajah bhi ban sakta hai bas yeh hi kehna chahunga ki jo log hume chodkar chale jate hai bhul jao dosto ki vo hamare zindagi ka bhi kabhi hissa the mana ki yeh aasan nahi magar yeh yad rakhna har insan hume kuch na kuch sikha jata hai bas yeh samaj lijiye jo chale gaye vo bas hamare dil ki nadani ka kissa the bas hamare dil ki nadani ka kissa the ©Balram Mandavia #Dilkibattein
Balram Mandavia
Kuch battein aur zakhmo se insan ko gehri chot pauch jati hai insan rona to band kar deta hai par un batton ki wajah se insan ki aankho me nami hamesha keliye reh jati hai kuch halat aishe hote hai jise insan kabhi bahar nahi aa pata hai dosto hume kisi ke halato par hasna nahi chaiye kyu ki hume nahi pata vo kin kin mushkilo se har pal guzerta hai bas yeh hi kehna chahunga ki har insan ki zindagi me kuch battein aur dard hote hai jo vo baya nahi kar sakta hai agar koi insan muskurata hai to usko dekhkar aisha mat samjiye ki uski zindagi me koi dard nahi kyu ki aksar insan apni muskurat ke peeche hi apne sare dard chipata hai insan apni muskurat ke peeche hi apne sare dard chipata hai ©Balram Mandavia #Dilkibattein
Balram Mandavia
Kisi ki khamoshi sunne keliye khamosh hona zaruri hai agar kisi ki dil ki bat sunni hai to dil se unki bat sunna zaruri hai jo bate hum keh nahi pate vo khamoshi aasani se keh jati hai dosto kabhi apno se koi bat mat chupana jab zubaan khamosh ho jaye to hamari aankhe aur khamoshi vo bat unhe yu keh jati hai khamoshi ki gehrai aur dard har koi nahi samaj pata hai jo hamari khamoshi samajte hai na unhe hi pata hai harama dard se kitna gehra nata hai bas yeh hi kehna chahunga ki Agar har insan ki khamoshi bol pati to aaj koi bhi insan tanha nahi hota Agar har insan dusre insan ko samajta to aaj koi bhi insan andar hi andar nahi rota aaj koi bhi insan andar hi andar nahi rota ©Balram Mandavia #Dilkibattein
Balram Mandavia
Zindagi ki bhagdaud me do pal rukna bhi zaruri hai zimedariya to zindagi bhar nibhani hai lekin kuch pal fursat se guzarna bhi zaruri hai mushkile to zindagi bhar rahengi par un mushkilo ke bare me na sochkar guzerte hue pal ko jeena zaruri hai dukh ke aansu to chehre par aate jate rahenge par un halato me bhi chehre par halki si muskan rakhna bhi zaruri hai ©Balram Mandavia #Dilkibattein