Find the Best Taraste Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos abouttaraste hai hum shayari, taraste the, unki ek nazar ko taraste rahe shayri hindi 0, taraste meaning in hindi, taraste in hindi,
Kumar Vimal
Zikr ki khwaish me taraste rah jate hain Umr guzar jati khwaish na mit pati hain Sochte hain ki tham lenge in khwaishon ko Par yeh sulag sulag kar in khwaishon ko dahkati hain ©Kumar Vimal #Khwaish #zikr #Taraste #Umr #Guzar #tham #Sulag #Dahkati #kumarvimal #Nojoto
Kumar Vimal
Duaon me jinhe maangte the Kya ab unse hoti koi baat hai Jinke khatir pal pal taraste the Kya ab rakhte koi lamha unke saath hai Jo nagme gungunaya karte the Kya ab unke saaz bhi yaad hai Badle kaun woh ya main Yeh badlaav hi saransh hai Adhura tab bhi adhura ab bhi hai Na thamti na mitati aisi yeh pyas hai ©Kumar Vimal #duaon #Baat #pal #Taraste #Nagme #saaz #Badlaav #Adhura #kumarvimal #Blackboard
#duaon #Baat #pal #Taraste #Nagme #saaz #Badlaav #Adhura #kumarvimal #Blackboard
read moreKumar Vimal
Kyu jo haath nahi lagta usi k liye taraste hain Jo manzil hi nahi hamari usi k khatir daudte hain Jane kaisi yeh ulfat hai jo sar par dha k rahte hain Jo mumkin hi nahi usi par afsos karte rahte hain ©Kumar Vimal #haath #Taraste #manzil #daud #ulfat #mumkin #Afsos #kumarvimal #FadingAway
#haath #Taraste #manzil #daud #ulfat #mumkin #Afsos #kumarvimal #FadingAway
read moreKumar Vimal
Listen Me Hume guftagu ki aadat dila kar chal diye Bekhabar the hum ab har khabar rakhne lage Har aahat me un suru ko dhundte rahe Aarzoo aisi jaga di ki har pal taraste rahe ©Kumar Vimal #guftagu #Aadat #bekhabar #suru #aahat #aarzoo #pal #Taraste #kumarvimal #listen
Anonymous Writer
Suno! Ab laut aao na, Bohot din ho gye tumhe jee bhar ke dekhe hue, Ye aakhe ab tumhari raahe taakti h, Ye hath tumhe chhune ko tarste h, Suno! Ab laut aao na... ©Anonymous Writer #laut #Aao #suno #Taraste #aakhe
Khushi
मशहूर हूं ही कहां, मुफ़्त में शब्द जो लिखती हूं, कीमत उनसे पूछिए जनाब जो महफ़िलो में दाम देकर भी, सुकून को तरसते है..! ©Khushi कीमत उनसे पूछो जो महफ़िलो में दाम देकर भी, सुकून को तरसते है..!!💔🦋 #mashoor #muft #shabd #likhte #kimat #mehfil #sukoon #taraste #nojoto #nojoto_hindi
Kumar Vimal
Yuhi koi apna sa lagey Yuhi woh paraye ho jaye Yuhi koi khwabon me basey Yuhi woh anjane ho jaye Yuhi kisi ko sawar le Yuhi unse dur ho jaye Yuhi aaj hum zaroorat ban jaye Yuhi woh beparwaah ho jaye Yuhi tanhaiyon me taraste rahe Yuhi andheron me aashiyan banaye ©Kumar Vimal #Yuhi #Apna #khwab #Anjane #zaroorat #beparwah #Tanhai #Taraste #kumarvimal #Blackboard
Ashutosh Srivastava
वक़्त के हाथों हम भी लाचार हुए जा रहे है, कुछ संभालता नहीं और हम फिसलते जा रहे हैं, हालात कुछ यूं हो चले हैं अब जनाब, मिलते नहीं वो हमसे और हम तरसते जा रहे हैं। "साहिल" #Hope #Waqt #halat #Taraste #lamha
मलंग
Sookhi nadiyao k bare me kab sochoge Ujadte janglo k bare me kab sochoge Basar kar lo khud ki jindgi bhale yuhi. Bhavi pidi k bare me kab sochoge. Nadiya khud pyasi hain aaj. Ped khud chavn ko taraste. Megho me pani ki boonde nahi. Janwar hain awaas ko taraste Khanan k khauf se kkhafa hai dharti aaj machliya pani me hain pyasi tadapti Darkhne lagi chattane nagnta se kunthit ho Padne lagi darare bhookamp se kampit ho Kude k dher si badalti ye dharti Plastic k boujh se pati ye dharti Aaj isey khaad ki jagah vish hai milta Chetrafal iska har aaye din simatta Ganaga ka jal ab garal ban chuka hai Astitva in nadiyao ka ab simat chuka hai Ban hawa jahar ab dum ghontne lagi hai Jese jindgi maut k agosh me lautne lagi hai Sawaarth me manav kuch is tarah fasa hai Ab sametne ko uske, kuch avshesh na bacha hai. Jaag jao need se ab bhi samay hai. Bacha lo jeevan ab bhi samay hai. Kudarat ka kahar Jane kab toot pade Bacha lo khud ko Kudarat se ab bhi samay hai. Jane kab is paratkrti se yun rista jodoge Sookhi nadiyao k bare me kab sochoge. Ujadte janglo k bare me kab sochoge. Basar kar lo khud ki jindgi bhale yuhi. Bhavi pidi k bare me kab sochoge. Composed by - B. S. Rautela G. H. S. S. Okhaldhunga Kotabagh, Nainital
Hardik Negi
Nazro pe jinki, Hum Deedar Ko taraste the, Nigahe mod li usne, Aur hum use dekhne ko taraste h