Find the Best Taaro Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos abouttaaro ka chamakta gehna ho 260, jawani teri bijli ki taar hai song, jawani teri bijli ki taar hai, jawani teri bijli ki taar hai pagalworld, teri bijli ki taar hai,
Miss mishra
Tum dekhon un chand-taaron ko Aur Mai dekhta rhun tumhe Yun hi Chalta rhe hmare Taara ho jane tak ka Ye safar ©Miss mishra #Yaad #Taaro
Puja Shaw
जिसे ढूँढ़ना हो मुझे संग मेरे अंधेरो में चले गुम हूँ कही मैं तारो के बीच धुंध भरे आसमां के तले..!! ©Puja Shaw #nojotohindi #Life #4liner #Taaro #Aasman #Stars
#nojotohindi Life #4liner #Taaro #Aasman #Stars
read moreKAUR
Dil ki baat koi sunne wala nhi hai . Aasmaan ke taaro ko hi dost bana liya. #taaro se baat
#Taaro se baat
read moreRajat singh
#Taaro ki chamak apke samne fiki hai... shayri by rajat singh... Saleha ashfaq Maan Suratgarhiya Bizzy Boyfire anddy dubey Vinod Sagar Gunjan Anand OM BHAKAT "MOHAN,(कलम मेवाड़ की) Suprabha Prakash Keshari Aloneboy
read moreDeep lonley wiidout uh
Yeh toote taaro ki mehfil hai Yaha'n har koii haar kar aaya hai Thi jinke labho'n pe khushiya kabhi Wohi aaj zamaane bhar ka sataaya hai Jinke jaane se jaan jaaya karti thi Unhe hi alvidaa keh kar koii aaya hai JAANI likh rahe ho aap zindagi ke gham Aapko bhi kisi ne sataaya, rulaaya, bhulaaya hai Yeh toote taaro ki mehfil hai Yahaa'n har koii toot kar aaya hai #Jaani #Jaani #Tarjani
Imran Pasha
"Duniya Hai Patthar Ki Jazbaat Nahi Samajhti Dil Mein Jo Chhupi Hai Who Baat Nahi Samajhti Chand Tanha Hai Taaro Ki Baraat Mein Dard Magar Chand Ke Zalim Raat Nahi Samajhti…" #MeImran #Sad #Dard #Chand #Taaro
Zayesa
Ek sunehra khawb, kuch hasiin ehsaas uhhh chand ne dekha aise,, aise jaise mai koi sehjadi hu.,dur lok se aayi hu.... jb chand ne pucha taaro se taaro ne sarmaya aise,, aise jaise wo koi hasiin khawb ho..... #sweet_dreamss
Arzooo
Aye Aasman Mujhe Apne Taaro Mein Shumar Kar Le.. Duniya Ki Bheed Se Ab Bhar Chuka Hai Dil Aye #Aasman Mujhe Apne #Taaro Mein #Shumar Kar Le.. #Duniya Ki #Bheed Se Ab #Bhar #Chuka Hai Dil
Harshita Agarwal
#DearZindagi "Jyada waqt zahya nhi krungi, bs kuch Palo Ko firse apni potli mei sametna h jo iss kaale asamaan mei ... Inn chamakte taaro ke beech Kahi kho se Gaye h. Kuch sapne h bikhre se, kuch Apne h chute se.." [Read the caption] [Read The Caption] . Suno Zindagi... Agar tumhare paas waqt ho toh kya hum kuch waqt saath bita sakte h? Raat mei uss khule aasman ke neeche, chandani mei kuch akshar jodne h jo inn taaro ki tarah bs har taraf bikhre hue h bs inki tarah sukun dete nhi.. sukun cheen sa lete h pta nhi kyu par shayad vo kuch tute ... Kuch chute se lgte h. Suno Zindagi, Boht sawal h jo tumse puchne h ... Daro nhi unke zawab asaan hi h .. aur meine Suna h ki zindagi sb seekha deti h .. ab tum itna sab seekhati
[Read The Caption] . Suno Zindagi... Agar tumhare paas waqt ho toh kya hum kuch waqt saath bita sakte h? Raat mei uss khule aasman ke neeche, chandani mei kuch akshar jodne h jo inn taaro ki tarah bs har taraf bikhre hue h bs inki tarah sukun dete nhi.. sukun cheen sa lete h pta nhi kyu par shayad vo kuch tute ... Kuch chute se lgte h. Suno Zindagi, Boht sawal h jo tumse puchne h ... Daro nhi unke zawab asaan hi h .. aur meine Suna h ki zindagi sb seekha deti h .. ab tum itna sab seekhati
read moreKaangra Saab
Kyaa taarif kru me uss mohtrma ki Jise rabb ne mere liye bnaaya hoga shayad chand taaro se bhi bada supna mere liye sjaaaya hoga uski Ankho me chamak Aisi jaise maano khud taaro ko lgaaya hoga Masha Allah zulfe uski nagin jaisi Hume bhi apna fan bnaaya hoga shayad chand taaro se bhi bada supna mere liye sjaaaya hoga Allah taala ne banaya hoga Pankhudiyo se bhi mulayam Haath Uske lgta kalam se use milaaya hoga Hautho ki muskurahat se sbka chain vain hillaya hoga.... Shayad Ikk supna usne mere liye bhi sjaaaya hoga Kisi Apne ke choddd jaane k baad use meri Zindagi me Laaya hoga Kyaa taarif kru me uss mohtrma ki Jise rabb ne mere liye bnaaya hoga Beshak ikktrfa he Shi Mgr Pyaar kraya hi hoga Ab to intjaar uski Haan ki Jis mohtrma ko Rbb ne mere liye bnaaya hoga