Find the Best Dher Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos aboutlashon ka dher in english, lashon ka dher, jattan da munda dher ho gaya mp3 download, bhoos ke dher, ye guddi dher bhail,
aayuu sharma
nahi hai mere pass koi दौलत kaa ढेर magar puri दुनिया ko apne प्यार sae kharidne ki औकात rakhta hu ....😊 😊 🥀✌ @aayuu_sharma #daulat #Dher #mohabbat #Pyar #Kharidne #aukaat #Puri #duniya #mehsoos #Vo_karib_aaye
Mr.sayar777c
KOI INTJAR NHI KARTA HUMARA.. OR HAR BAR DER BHI MAIN HI KARTA HU... losser.. #Dher #LightsInHand
Dr. Khyati Dodiya
usse pasand he mera ye andaaz, bhale samne se nhi par har roz apne shabdo se kru usse dher sara pyaar. bhale samne se nhi par har roz apne shabdo se kru usse dher sara pyaar. #love #shayri #true #pyaar
Raj
U to apni behan nhi h Par upr wale ne behan v nhi diya aisa v nhi h.. Wo aa jati h har rakhi pr dher sara pyar deti h Mai fir v kunch n kuch de deta hu uphar Usko pta v nhi k mere pass paisa v nhi h Wo hatho pr mere liy special rakhi lati h Mere kalai ko jaise pyar se saja jati h Tika lgati h mere mathe p Deti h dher sari duaa Aur kehti hai mera bhai lakho me ek h Koi aisa waisa v nhi h. Mai khud se pakwan bnata hu aksar Q k ghr ka beta beti mai hi hu.. Kami khalti h ek behan ki K wo hoti to mujhse ladti jhagrti Aur kehti k bhai tujhe itna v satau Mai itni v buri nhi hu Par saal me rakhi ka intejar jrur krta hu Mai bhul jau iss pyare se din ko, bewkoof jaisa v nhi hu Intejar h kl ka uski Ja rha hu kuch uphar lane, mai bura bhai jaisa v nhi hu 🙂 HAPPY RAKSHA BANDHAN DOSTO HAPPY RAKSHABANDHAN DOSTO💗🔥#happyrakshabandhan #love #poem #kahani #poetry #quotes #shayri #nojoto #dailydairy #love
HAPPY RAKSHABANDHAN DOSTO💗🔥happyrakshabandhan love poem kahani poetry quotes shayri nojoto dailydairy love
read moreLakshmi singh
बचपन और पॉकेटमनी Bchpn ke pocketmoney ke unhi chand sikko me hmaari dher saari khusiyan bsa krti thi hm un sikko ko bde hi siddat se gullak me ekktha kiyaa krtee the bs esi ummid me ki hm es gullak me apni khusiyan smet rhe h quki hmaari khusiyan maano dher saare khilawno me huaa krti thi hmaare sikke koi lele hm rooth jaaya krtee the maano ehsaas hota tha kisi ne hmaari khusiyan hmse le li bchpn ke unhi chand sikko me hmaari khusiyan bsa krti thi.
Anjali Vijay Shankar Prasad
alfaaz to dher saare hain,par na jane kyu jab baat suru hoti hain,to......ek hi khyaal ata hain.....kuch nahi....kyunki.....kuch nahi apne ap me dher saare jawabon ke sath hain, #kuch nahi#
#Kuch nahi#
read moreNishant Sobti
Hill Garden: The most wonderful, peaceful and memorable place of my life Mai Jahan rehta tha uss society ka naam tha Hill Garden,12 saal guzaare hai vahan .Kuch alag hi baat thi uss jagah ki ,alag hi nazaara tha. Kehne ko toh vahan bohot se log rehte the par kabhi dikhte nhi the,sab apne kaam se kaam rakhte the,kisika kisise kuch lena dena nahi tha......Log usse sannaate vaali society ke naam se bhi bulaate the. Haa ....Pehli baar jab mai vahan gaya tha to mujhe bhi ajeeb laga tha par dheere dheere mujhe uss jagah se pyaar ho gaya. Vahan kareeban 99 Row Houses the aur mai Row House No.65 me rehta tha....Pehle Pehle vahan zyaada koi nahi rehta tha ,fir dheere dheere log rehne aate gaye aur hamari society sannaate vaali society se raunak vaali galli bann gayi.Meri Bohot saari yaadein joodi hui hai uss society se ....jahan mai khela,badaa hua,dher saare dost banaaye,dher saari mastii kii. Bachpann se mere bohot kam dost rahe hai ,aur job hi rahe hai unhe maine aaj tak kabhi nhi chhoda.... Fir Kuch family matters ke vajah se hume vo ghar,vo society chhodni padi. Pehle jab mai vahan rehta tha mujhe bilkul akelapan lagta tha ki vahan koi zyaada neeche aata nahi tha ,apne ghar me hi rehte the.... par ab jab hum vahan se shift ho gaye hai ,nayei jagah aa gaye hai to uss jagah ki yaad aati hai ,miss karte hai vahan ke logon ko jo hamare sath the itne saalo se. Kya aap me se kisike sath aisa hua hai kabhi? Aaj bhi jab mai Lonely feel karta hu ya upset hota hu,mai vahan chala jaata hu. Vahan Mujhe bohot shaanti milti hai,sukoon milta hai.
mr_hr_rajput
log kehte h zindagi me bohot gum h.... kabhi kude ke dher pr ja kr deko vha bhi insan baste zindagi unki uss kudhe ke dher se chalti h... magar vo kehte nhi kisi se ki hame kitna gum h... kyu ki vo muskurana jan te vo zindagi se ladna jante h... #Zindagi
S.Sangeeta
Woh bhi kya bakt thi .... Jab pehli Barish men mitti ki khusboo bahut pyari thi, Jab Garmiyon ki chhuti me Kacha amm aur tamato ka feast hua karti thi , Jab Dadi ki kahani sunne kiliye man bechan hua karti thi, Jab Papa ke saath baat karte karte raat nikal jati thi , Jab Papa ki gondi men soke jannat sa abhas hua karti thi, Jab akhhon men dher sare sapnaye aur poora karne ki strong josh hua karti thi, Jab amm khane kiliye Mummy ke pass jidd karke ,badle sirf mar milti thi, kabhi gaon me ek ice cream wala a jaye toh dadi ki anchal pakkad kar khichti thi, Jab Dada ko diya hua nasta se hame share milti thi, Jab Mandir jana to sirf bahana tha sirf prasad me man rahta tha, Papa ke ghar ane time pe dher sare formise hua karti thi, Raat ko Mummy ke anchal men chhup ke so jati thi ,kanhi chhoti na so jaye Do kandho par chhoti behno ko bithake khudko pahilman samjh kiya karti thi , woh bhi kya bakt hua karta thi , jab dunia ki reality bahut dur hua karti thi , Logon ka do chehre ki duniya se bahut dur hua karti thi, Jab na school ka tension na college ka exam ka tension hua karti thi, Chhoti behno ke saath milke chhat pe tara ginne ka maja hi kuchh aur thi, chand kiliye poetry likha karti thi , Papa ke kandho pe baith ke khud ko dunia ka badsah samjhti thi , Mummy ki mar ki darse pita ,kacha sab nigal jati thi , Jab Papa ko mangi hue 10 rupeeyo ke badle me 50milti thi , Jab kuchh banana na ate huye bhi mitti men artist ki tarah banane suru ho jati thi, Jab bado ki kapde pehne ke unki tarah chal aur dialogues mara karti thi , Woh bakt bhi kya sandar thi , Jab apni chhoti family ko apni ek chhoti duniya samjha katra thi, Behno ke saath gudia rani khel khela karti thi , Jab Dadi ki baddi pet ke uppr soke dola jaisa maja leti thi , Behno ke saath jhagda karke phir unhe hug karne ka baat bhi kuchh alag thi , Woh bakt bakt men hin kho gyi , Jab ajj dil karta hai ,pukarne par bhi woh bakt nahi ati , Bakt men woh pyara bakt sare kho gaye, Aur men bhi kanhi kho gayi , Woh bakt bhi kya sandar thi. Woh bhi kya bakt thi ......... Reenu Anu PUSHKAR SAMELE Rahul Kashyap Sinha Sanjay Sanju Panwar soni devi
Woh bhi kya bakt thi ......... Reenu Anu PUSHKAR SAMELE Rahul Kashyap Sinha Sanjay Sanju Panwar soni devi
read moreNeelam Dubey
Happy Diwali jagmag jagmag diye jalenege, dim dim krti lights hogi! Aapke ghr aayegi diwali dher sari khusiya layegi! diwali ki dher sari subhkamnaye aapke sath aapke family ko meri trf se, maa laxmi dher sari roshani aapke ghr lekar aayengi! #gif happy diwali #diwali#khusiyan#festival#nojotofestival#nojotohinndi#2liner#bestwishes
happy diwali #Diwali#khusiyan#Festival#nojotofestival#nojotohinndi#2liner#BestWishes
read more