Find the Best Dikhti Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos aboutme dikhti hu maa jaisi poem, dikhti in hindi meaning, block kar dene se photo nahi dikhti shayri 0, itna hi bolunga dikhti hai mashallah, itni sunder kyu dikhti ho shayri 0,
WRITER ZALIM
Tabah Hokar Bhi Tabahi dikhti Nhi IG::@writer_zalim Yeh Ishq Hai Sahab Iski dawai Bikti Nhi #Tabah #Hokar #Bhi #Tabahi #dikhti #Nhi #Yeh #Ishq #Hai #Sahab Iski dawai Bikti Nhi
shayar़vikas
Ki log jhut kehte hai tumhari tasveer bahot khubsurat dikhti hai, Tumhe dekha to pata chala hakikat to usse bhi jyada kayamat dikhti hai -Vikas D. Baranwal #lifelong
Shashi ranjan
call karte hi uska sabse pahle yahi sawal puchna "Kaha ho..." Uske lea sirf ye ek sawal tha ya yun keh lun ki guftgu shrur krne ka tarika mgar bss is ek sawal me uski fikr,zajbaat,mohabbat dikhti thi...... Jo sirf dikhti hi thi bss dikhti thi....asal me wo thi ni #kahaho
Madan aathiya
Dil me ख्वाब hazaar the Par jaane kyu .. Dil bas tumhe paana Chahta tha Dhadkanein bas tumhara naam leti thi Tum to MERI aadat si ban gai thi Lekin tum chhod Gaye Mujhe anjaane se mod par Palat Kar dekhta Hu To bas tumhari yaadein dikhti hai Bas tum dikhti ho Tumhara chehra dikhta hai.. Ab jindagi itni aasan Nahi hai Tumhare jaane ke baad Jab tum Yaad aati ho Jaane kyun... Aankhen Kuch nam si ho jaati hai --अनजान jaane kyu ....
jaane kyu ....
read moreLakshmi singh
Unki aankhon ki tareef me kya khenge ap.......? Btn ki trh dikhti h unki ankhein ni aalu ki trh dikhti h ni neembu ki trh dikhti h ab ar kya tareef kru bilkul aise dikhti 👀h unki aankhein.😆 #Eyes
priyanshi tiwari
mere aansu use dikhte nahi.. kyonki me dikhana nahi chahti.. meri galtiya use dikhti hai.. magar meri acchai nahi.. meri nadaniya use dikhti hai.. par mera pyar nahi.. shayad galti krdi.. apne dil ke har raaz uske samne kholkar..
Arunesh Verma SSR
ye Jo Chand ka tukda hai Meri jaan ka mukhda hai isme mujhe uski nadaniyan dikhti hai isi me to hamen hamri kahaniyan dikhti hai likhta hun roj dekh Kar iss tukde ko Iske Shiva aur kaun sunega mere dukhde ko ##Chand ka tukda ##
#Chand ka tukda ##
read moreAkash Pal
*Ek khat uske naam* Dear"....mini...." tujhe batana hai ki ab teri yaad nhi aati hai, Phone ki gallery ko ab bar bar nhi tatolta, Purse ko kholte hi ab teri tasvir nhi dikhti , Meri dairy me meri kalam ab tera jikar nhi krti, Meri chaht ke samundar me teri kasti nhi dikhti, Sapne to raton me aaj bhi hote hai lekin spno ne tera jikr chhod diya, Chadni rat to hoti hai aaj bhi lekin us chadni me aaj kl tera chehra nhi hota, Morning ka msg to aaj bhi aata hai ... Lekin us msg ki jagah kisi aur ne le li Bs Kuchh khas nhi bs itna hi batana chahta hun Ki ab teri yaad nhi aati -Akash Pal
Sachin Pradhan
The mountain, sapne m dekha h us unche manjil ko....... saflta k khusiyon se bhare ufan k sahil ko..... rukavaton k paththaron se bhare hue raste ko ...... or kanton se bhare hue un jhadiyon ko..... kabhi koi pair kichne ko khada hai.... to kabhi koi irsya k jahar se katne ko chada hai....... niche dekho to sari duniya dikhti hai..... aage dekho vo sapne wala manjil dikhti hai..... har kadam pr koi kal bnke rhta h....... or nature us jagah bs sawal bnke rhta h...... esa lgta h sanse dhire dhire kisi k aagosh m aa rhi hain.... or body k sare sence behosh si hoti ja rhi hain...... lekin ab v samne vo sapne wala manjil dikhte rhta h..... kabhi mn khta h chhd rhne de niche chl...... lekin housale khte bdta chl tu bdta chl.... dhyan bhatkane ko kai najare aate hain.... lubhawane hoker ek nhi kai sare aate hain...... lekin fark ni pdta kyuki samne vo spne wali manjil rhti h.....
lafz story
Naa wo hasi rahi baaki Naa wo muskan dikhi ab kahin Naa wo pehchan bachi ab Naa wo nishaan mila kahin per Wahi jo kho gayi thi Wahi jo mil nahi rahi thi Dhundhna tha jise zaruri Haa wahi to, hasi kho gayi hai kahin. Socha waham hoga mera ye Hogi yahi kahin chhupi Meri hasi, Per mili hi nahi kahin, Wo meri pehle wali hasi. Kuchh khas sa lagta tha mujhe usme Ab wo baat nhi dikhti isme Tabhi to kaha Dhundhna hai ise Naa jaane kahan baithi hai chhipi, Ab ye bejaan se dikhti hai Ab ye bekaam si lagti hai Naa ab isme Koi noor dikhta Naa Koi wajah Badi hi bewajah si ho gayi hai ye Meri hasi. Sochti thi ye doosron ke chehre pe muskan layegi, Per badi beraham ho gayi ye to, Doosre to door ,mere se bhi gayi rishta tod. Zarur muh moda hoga Maine isse kabhi, Tabhi gayi mujhse is tarah rooth, Yahi to thi bas ek Jo mujhe behad pasand thi Per kya, chali to gayi naa mujhe chhor, Or kon ?? meri hasi. Bahut khilkhilaya krti thi Kayi baar or ko bhi hasaya krti thi thodi si nasamjhi wali ho ya thodi si nakhre wali, Kabhi asli wali hoti ya kabhi thodi nakli wali, Auron ko Zarur hasaya krti thi wo, Ab to jaise mere pass aati hi nahi Naa jaane kahan gumsum baithi hogi, Or kon? Meri hasi. Mujhe bahut pyaari lagti thi . Meri hasi. .. #OpenPoetry Meri hasi
#OpenPoetry Meri hasi
read more