Find the Best Dikhayi Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos aboutdikhayi diye yun lyrics in hindi, dikhayi meaning in hindi, dikhayi meaning in english, dikhayi in english, saaf dikhayi na de shayri 0,
Shamsh mera yar
Pooja Dhiman
jab aap bhookhe hote hai to bazaar me jaakar aapko kapde ,chappal,ya sone ,chandi ki dukaan nhi dikhayi dengi..balki khane ki dukaan dikhayi degi ..kyonki aap bhookhe hai...zindagi me jo bhi chaiye uski bhookh hona bhi zaruri hai... #🎶🎶🎶🎶❤❤❤
#🎶🎶🎶🎶❤❤❤
read moredeepak sahu
pehle jaan,phir mehbooba,phir biwi dikhayi di, shaadi se pehle tak baby,masoom dikhayi di... ©dp 😀😁😁😁😁🤣😂 #nojotoHindi #nojotoquote #shayari #sher #deepakpremi
#nojotohindi #Shayari #sher #deepakpremi
read more.....
kya tumhe mera dard dikhayi ni deta,kya tumhe mera rona sunai nhi deta,har pal tumhe kitna yaad karte h hum kya tumhe ye sb dikhayi nhi deta.... 🌧🌧🌧🌧#hurtful feelings
🌧🌧🌧🌧hurtful feelings
read moreNitesh Gupta
Mujhe apna ishq kafi gehra dikhayi deta hai Apni palko pe uska pehra dikhayi deta hai Mai nhi janta ye ishq h ya mere pagal pan Magar jab bhi aaina dekhta hu uska hi chehra dikhayi deta hai Ishq
Ishq
read moreSamEeR “Sam" KhAn
#OpenPoetry wafa ka rang jo gahera dikhayi deta hai lahun kuch isme humara dikhayi deta hai humara gam se talluk bhut purana hai humara dard se rishta dikhayi deta hai Attaullah Khan #bewafa_sanam
( dil e zisha )
hale furkat me sitamgar bas diljoyi dikhayi denga. mujko najar Aayenge gam tumko khusi dikhayi dega.. dekho rubaru ho kar bhi kese Anjan banta he jalim... jisko jiski talab ho gi zisha usko vohi dikhayi dega. ( dil e zisha )
( dil e zisha )
besak tuje mere hasi ke piche chipe gam na dikhayi denge. muhabat ko to na parakh saka, par meri nafrat kam na dikhayi denge.. teri bevafai se hokar majbur ye Aahed mene bhi kiya he... jab tak hoga tuje ahesas meri muhabbat ka tuje ham na dikhayi denge. ( dil e zisha )
Anand Pati tripathi
Andhere me kuch dikhayi nii padta fir ye andhera Kyo dikhayi de raha hai
Saif Azam
Na zakhm koi na nishaan dikhayi de, Safar-e-ishq yun to aasaan dikhayi de... Kaar-e-duniya se hai har shaqs parishaan, Ho shayad koi aisa jo na-parishaan dikhayi de... Mausam-e-bahaar, abr aur ye barsat, Tere aane ke jaana imkaan dikhayi de... 'Azam' ko qareeb se dekho to jaano, Wo mohtaram, miyaan, dardmandaan dikhayi de... #NojotoQuote #nojoto#nojotohindi#nojotourdu#writersnetwork#writersofinstagram#writersofig#poetsofinstagram#poetsofig#wordgasm#wordporn#rekhtapoets#azam imkaan- possibility