Find the Best Humara Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos aboutlove humanity quotes, love humanity, how to draw a human heart, dil dena hai to dede warna hum chale, song tum bhi tanha the hum bhi tanha the,
Pradhan nami
waqt waqt ki bat hai aaj tmhara hai kl hmara hoga.... ©Pradhan nami #samay #wqat #Wqt #Waqt #Baat #tumhara #Humara #Quote
Shishir Rane
Dwapar yug Yah jo bhagwan ko khoz aaramb hua vo dwapar yug se aaramb hui hai. yah jo dwapar yug hai vo aisa marg hai jo sirf bhakti walon ke liye hai.jis se bhakti ke darwaje gulne aaramb hote hai.jo ek usa iswar ki khoz mein lage hai parantu une na koi bhagwan milta na uski amog shakti ya lekin kya bhagwan ki khoz karna aavas hyak hai? vashtav mein kya bhagwan ki sachai kya hai? agar yah hum aatmaon ne ne jana liya to phir yaha-vaha bathne ki jarurat hi nai. usa shakti ko manushya aatmaye yah-vah khoz karti rahi hai aur abhi tak kar rahi hai.naja ne kaha-kaha usa ko khoz karti rahi parantu kya bhagwan mila hai?manushya to khali mein hi apna kimati samay aise hi vertha jane de rahi thi. koi ne kaha-koi ne kaha hum to jo deh-dhari (manav) ko yad kar apna yah kimati samay yuhi gavah rahe the sirf aur sirf veh isa chalave mein the jisse jaldi koi nikal nai shakata kyun ki vo hai hi maya-ravan arthath pach vikar rupi dushman ke jal mein fhasa pad hai.manav ne hi apne dwara apna anta kar liya hai.jis se ushe koi bhi bacha na shakhe.kuch bhi nahi soche samaje nirakar shiv parmatma ko pathar mein khoz rahe the fhir bhi mile nahi isaliye hum ne bhagwan ko murtiyon mein dunda rahe the ki aakhil mein ishwar hai kaha nai mile dharshan to vrata,niyam, ajapa-japa aise bahut kuch karte bhi bhagwan nai mil paye uske baad nai koi bhi manokanaye purn nahi hui toh ishwar ko junglon mein gufhaon mein khoz the fhir bhi zara bhi pata nai pada bhagwan ke bare mein aur aise kar ke maya arthath vik aron ne aur hi buddhi ka tala band kar diya aur aisi buddhi gumadi jisa se yaha tak ki bhagwan kon kute,bili,patharon mein,deh dhariyon mein dhund khoz karte rahe fhir bui na mile toh manushyon mein nai mile toh sarv-vrapi ka diya air usa se bhi nai bheth hui toh mahan vektiyon mein uno ne bhagwan ki chavi dekhi toh una par prabh avit ho gaye aur aise mein maya,ravan arthath pach vikaron ne insanon ko purn roop se apna bana liya kyu ki sabhi jan ap ne aap ko pure riti se bhul gaye the isliye toh maya ne apna dav-pech aaramb kiya aur dekh the hi dekh the sabhi manushya aatmaye isa maya ke vashibhut ho gayi aise karte the-the aur hi buddhi ka tala band ho gaya aur fhit uno ne yah sare tatva yani aakash,vayu,jal,agani,prutvi ko bhi ino ne bhagwan mana liya aur puja ne lage.aise mein hum aatmaon ne apni shanti,sukh,chan sar kuch gava diya aur aakar aba kalyug mein ja kar pauche isa liye hum apne param sata pita parmatma se bichar gaye kyun ki humne apna sarv kuch guma kar diya aur nidhan ke arthath kangal bana gaye.isa liye hume vapisa dhan-van banane hai.toh fhir hum manushya ko yah sab kuch fhir dharan karna ati aavshyak hai kyun ki yah prutvi ka niyam apne mein purn roop se santulan banaye rakhna aur parivartan hona. ©Shishir Rane #Humara#pauranik itihasa
Burning Debasish
Humne kab chaha, ki wo shaks humara ho jaye itna dikh jaye ki aankhon ka gujara ho jaye ki, hum jise paas bithale wo bichar jata hai Tum jise hath laga do wo tumhara ho jata hai.... ©Burning Debasish Humne kab chaha ....? #Humara #tumhara #Hath #Shaks #Bichar #Chahat #aankhe
Pandey G
In English we say.. "Your 0ne Lo0k is All i Need" But In urdu wE say, हमने कब चाहा.... कि वह सख्श हमारा हो, इतना दिख जाए... आंखो का गुजारा हो जाए ।। . ©Pandey G #English #urdu #your #Look #need #saksh #Humara #Dikh #ankhey #Guzara