Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best haivaaniyat Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best haivaaniyat Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos abouti love you ka hindi kya hota hai, do you love me ka matlab kya hota hai, love kuch na kahe to acha hai, i love you too ka matlab kya hota hai, i love you ka matlab kya hota hai,

  • 3 Followers
  • 50 Stories

Sahil Gupta

#Nojoto #justiceforasifa Kyun Ye duniya har baar hi kuch Esa insaaf karti hai Haivaaniyat ko fakr hota hai khud par Or ek masoom ke sath Har baar insaaniyat marti hai Vo jaanvar kisi ki jaan cheen kar

read more
Kyun 
Ye duniya har baar hi kuch 
Esa insaaf karti hai 
Haivaaniyat ko fakr hota hai khud par
Or ek masoom ke sath 
Har baar insaaniyat marti hai 
Vo jaanvar kisi ki jaan cheen kar 
Bhi sir uthaaye ghumte hain 
Esi bhi kya sarkaar hai
Jo jaanvaron ka sir kalam karne se darti hai
Haivaaniyat ko fakr hota hai khud par
Or ek masoom ke sath 
Har baar insaaniyat marti hai 
Kuch mombattiyan jalakar 
Kuch din dukh manakar log bhul jaaten hain
Or kehte hain ki us masoom ki khatir 
Dil mein hmaare humdardi hai
Haivaaniyat ko fakr hota hai khud par
Or ek masoom ke sath 
Har baar insaaniyat marti hai 
Kyun kisi ka khauf nahi hai 
Un insaan ki shakal ke bhediyon ko
Kyun har baar ek masoom hi
Apni izzat or saanson ke liye ladti hai 
Haivaaniyat ko fakr hota hai khud par
Or ek masoom ke sath 
Har baar insaaniyat marti hai 
Kyun mazhab or jaati ke naam par
Har baar kanoon toot-tey hai 
Or un dehshatgardon ko saza ke liye 
Vhi janta kanoon todney se darti hai 
Haivaaniyat ko fakr hota hai khud par
Or ek masoom ke sath 
Har baar insaaniyat marti hai 
Hum to aankhon par patti bandhe 
baithe hain janaab 
Humey kya maloom us nanhi si jaan par 
Kyaa guzarti hai 
Haivaaniyat ko fakr hota hai khud par
Or ek masoom ke sath 
Har baar insaaniyat marti hai 
 #nojoto #justiceforasifa
Kyun 
Ye duniya har baar hi kuch 
Esa insaaf karti hai 
Haivaaniyat ko fakr hota hai khud par
Or ek masoom ke sath 
Har baar insaaniyat marti hai 
Vo jaanvar kisi ki jaan cheen kar

keshav upadhyay

हैवानियत और दरिदंगी की धटना, बार-बार हजार हो गया

बलात्कार, जैसा शब्द भी 'हवशियों' तेरे आगे शर्मशार हो गया,

खौफ़ था जिसका उसका नाम भी आज खाक हो गया,

'आसिफा' तेरे संग हुए दुश्कर्म से 'हिन्दुस्तान' आज नापाक हो गया। #protest_against_rape #aasifa #haivaaniyat #darindagi

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile