Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best Sochein Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best Sochein Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos aboutsoch shayari in hindi, choti soch quotes in hindi, soch quotes in hindi, teri meri soch in hindi shayri 0, sakaratmak soch ki shakti in hindi,

  • 3 Followers
  • 3 Stories

Abdul Shakoor

Kiun tu acha lagta hye waqat mila tu sochen ge_ for complete Ghazal please subscribe my youtube channel_

read more
Kiun tu acha lagta haye
waqat mila tu sochein ge
tujh main kia kia chupa haye
waqat mila tu sochein ge
Maosum khushbu bad e saba chand shafaq aor taroon main
kon tumhare jaisa haye
waqat mila tu sochein gy Kiun tu acha lagta hye
waqat mila tu sochen ge_

for complete Ghazal please subscribe my youtube channel_

Cherry Chhatwal

read more
Jab koi kaam aapke dimag mein aaye jo aap karna chahte hain, wo tab hee kar dijiye, kyunki jaise-jaise waqt badhega waise-waise hee aapke liye wo kaam karna mushkil hota jayega.
I give you an exmple- Jaise maan lijiye ke aap ne nahana hai toh wo toh aap ne karna hee hai. Jis kaam mein aapko sochne ki zarurat naa ho, uske baare mein kabhi naa sochein ke karun yaa naa karun,
haan agar aap ne koi bussiness start karna hai yaa kuchh aur jis mein sochna zaruri hai, uss ko karne se pehle zarur sochein.

This is solution of lazyness. 😊

Cherry Chhatwal

KitaBeIshQ

 #Saans Mat Lo....
#LoG Kya #Sochein Gy...!
.
. ..KitaB e IshQ
____________________________________
#urdushayari #poetry #poetrylovers #urduadab #urdupoetry #kitabeishq #kitabeishq007 #deardiary #ZishiRajpoot #urdupoetrylovers #shayari #Zishi
#sadpoetry #sadquotes #shayer #sadstatuse #Bazm #ghazal #urdulovers #sadshayari #Dukhishayari #dardshayari

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile