Find the Best kachra Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos aboutgadi wala aaya to kachra nikal, kachra meaning in hindi, kachra in hindi, kachra shayari, gadi wala aaya ghar se kachra nikal video song,
Gyanendra Kumar Pandey
Even though memories can be painful, they also serve as a testament to the strength and resilience of the human spirit. ©@gyanendra #garbage #dustbin #kachra
Gyanendra Kumar Pandey
When memories bring tears to our eyes, it's a sign that we've loved deeply and lived fully...!!! ©@gyanendra #rubbish #kachra 🤣🤣🤣🤣 Divya Thakur Puja Udeshi shivani jha Aaru Urvashi Kapoor
Aprasil mishra
"कचरा और बचपन " (अनुशीर्षक में)- ******************** चवन्नी ढूढ़ता बेमन, वो देखो तंग गलियों में। नियत मजबूर करती है, हवस की भंग कलियों में। सताती भूख है जब भी, जतन अधिकार लाता है। बिना पहचान के बच्चा,
******************** चवन्नी ढूढ़ता बेमन, वो देखो तंग गलियों में। नियत मजबूर करती है, हवस की भंग कलियों में। सताती भूख है जब भी, जतन अधिकार लाता है। बिना पहचान के बच्चा,
read moreGurleen Kaur
jo vyakti kitabo ko kachra bolta hai uske dimag mai kitna kachra bhra hai yeh wo kbhi nhi jan sakta.... #love #books #my #first #love
Pankaj Bisht
"sannata" Kachre wala kachre wala (awaz lagata hua mohalle ka kachra le jane wala).. Chintu jaldi kachra leke jao maa ne tej awaz me apne bete chintu se bola jo abhi apne latto ko ghumane me vyast tha is awaj se uska bhi dhyan toota Jaldi se bhaga ek hath me kudedan ko uthaya or chal diya gate ki or Piche se maa ne toka are is mahene k kachre k paise bhi le ja k dede unko Chintu ne dusre khali hath se paise liye or jake kachra or paise dono de kar agaya. Wapsi k baad ab chintu lattu se nahi khel raha tha bas usi jagah par beth k kuch soch raha tha pitaji apna purana Philips ke redio pe sadbahar geet sun rahe the maa chawal fatak (safai) kar rahi thi. Maa humne kachre wale ko paise kyu diye jab ki usko humne bacha hua khana kal ki bread or bhi kal bacha hua sab diya chintu ne bina maa ki taraf dekhe halke halke apne rukne wale andaaz me maa se pucha Maa- are paise nahi denge usko to wo humara kachra kyu leke jayega bhala To kya didi bhi kachra hai jo unke sasural walo ko shadi k time pe bhi or ab bhi aap paise de rahe ho chintu ne apni dhun me khoye huye he maa k jawab pe ye sawal daag diya Or ab ghar me sirf sannata tha ek awaz thi to pitaji k redio pe bajte gane ki "zindge ka safar hai ye kaisa safar" "sannata" Kachre wala kachre wala (awaz lagata hua mohalle ka kachra le jane wala).. Chintu jaldi kachra leke jao maa ne tej awaz me apne bete chintu se bola jo abhi apne latto ko ghumane me vyast tha is awaj se uska bhi dhyan toota Jaldi se bhaga ek hath me kudedan ko uthaya or chal diya gate ki or Piche se maa ne toka are is mahene k kachre k paise bhi le ja k dede unko Chintu ne dusre khali hath se paise liye or jake kachra or paise dono de kar agaya. Wapsi k baad ab chintu lattu se nahi
"sannata" Kachre wala kachre wala (awaz lagata hua mohalle ka kachra le jane wala).. Chintu jaldi kachra leke jao maa ne tej awaz me apne bete chintu se bola jo abhi apne latto ko ghumane me vyast tha is awaj se uska bhi dhyan toota Jaldi se bhaga ek hath me kudedan ko uthaya or chal diya gate ki or Piche se maa ne toka are is mahene k kachre k paise bhi le ja k dede unko Chintu ne dusre khali hath se paise liye or jake kachra or paise dono de kar agaya. Wapsi k baad ab chintu lattu se nahi
read moreRutvik Thakkar
My kaamvala has an obsession. He cannot say," No sir! I won't be able to come to your house for Kachra-Pocha today." So whenever he cannot come, he sends his son and daughter. Aged 14 year old and 12 year. Respectively. The son does Kachra. The daughter Pocha. My nephew who is their age equivalent goes to school. They learn how to do Kachra-Pocha. Yes in our country we do have a law that punishes anyone who lets child labour takes place. We and his & her parents should be behind bars. Someone please arrest us. #child labour
#Child labour
read moreHARJEET SINGH
JAMAADAR YA KEHLO KACHRE WALA JINKO LOG KUCH NAI SAMAJHTE.... MAGAR EK JOKE BATAU KYA..... WO KACHRA SAAF KARTE HAIN OR HUM KACHRA FAILATE HAIN.....👏👏 HAR INSAAN KI APNI IMPORTANCE HOTI HAI.... INKE BINA HUM ADHURE HAIN... YE HUME SWACH WATAVARAN DETE HAI... TAAKI HUM CHAIN KI SAANS LE SAKE.... ISLIYE YAARON KABHI KISI BHI INSAAN KO.... CHOTA NA SAMJHO UNKI BEIZATI MAT KARO..... ZYAADA KUCH NAHI BAS UNKE SAATH... ACHA BARTAAW KARO.....🙏🙏 HAR INSAAN KI APNI PEHCHAAN HOTI HAI....#THOUGHTOFTHEDAY #NOJOTO
HAR INSAAN KI APNI PEHCHAAN HOTI HAI....#thoughtoftheday NOJOTO
read moreB. S.chauhan
हमारा देश 1947 को आजाद हुआ था 70 saal Take बात छुपा राखी Gila kachra Rare box mein dalna chahiye aur Sukha kachra Lal box mein dalna chahiye रंगीला राजस्थान
रंगीला राजस्थान
read more