Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best abhineta Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best abhineta Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos aboutabhinav manushya poem summary in hindi, quotes on abhinandan pilot, aishwarya rai and abhishek bachchan divorce, rubina dilaik and abhinav shukla, swachh bharat abhiyan essay in hindi,

  • 6 Followers
  • 7 Stories

Ashok Mangal

नेता अभिनेता माफिया पत्रकार,
इन्हीं के इर्द-गिर्द सिमटे समाचार ।
जन जन से अब रहा  ही नहीं सरोकार,
डरा दुबका जनहित सिसक सिसक तार तार ।। #neta #abhineta #sarkaar #patrakaar

SHIVA KANT(Shayar)

prachianshu dixit

#abhineta sadi k

read more
जिंदगी से अलविदा कह गए... 
सबके दिलों में बसेरा कर गए.. #abhineta sadi k

spirituality_spilled_by_doctor

Mujhe 'Neta' se jyada....
'Abhineta' pasand hain....
kyunki Neta politics karte hain....
aur Abhineta socialistic deeds..
-Nausheen Alvi #pasand#neta#abhineta.

kushalshayarjk08

IT WAS MY FIRST POEM ON INDIAN ARMYFAUJIPLEASESUPPORTSHARECOMMENT

read more
FAUJI

Fauji wo hai jo is desh ka asli abhineta hai, pathar ka nahi wo bhi kisi maa ka hi beta hai

Hum sab ke liye rehte hai apne parivaar se dur, pata nahi kyu inpar chadha hai-desh bakhti ka itna fitoor, wahi hai jinki wajah se har insaan suarakshit rehta hai, 

kyonki fauji wo hai jo is desh ka asli abhineta hai, pathar ka nahi wo bhi kisi maa ka hi beta hai

Dil kya jaan tak luta dete hai apne desh ke liye, aur kuch neta kehte hai yeh sab aaye hai free ka ration khane ke liye, is baat par gusse ke sath dil bhi rota hai

Kyonki fauji wo hai jo is desh ka asli abhineta hai, pathar ka nahi wo bhi kisi maa ka hi beta hai

Kisi ki maang ka sindoor hai, toh kisi behan ki rakhi ki kalai hai, wo fauji to hai par kisi ka dost aur kisi ka chota ya bada bhai hai, ye sab soch kar dil mein kuch hota hai

Kyonki fauji wo hai jo is desh ka asli abhineta hai, pathar ka nahi wo bhi kisi maa ka hi beta hai

Kya yaad hai wo din jab sena ne parakram dikhaya tha(surgical strike), jise dekh pura pakistan bhokhlaya tha, 
apne desh mein--- kuch ne mange the sabut iske, aur kuch ne kaha kuch nahi hua hai, jise dekh har desh bhakt ka dil chur-chur hua hai, kyu kisi ko inki karni par itna shakk hota hai

Kyonki fauji wo hai jo is desh ka asli abhineta hai, pathar ka nahi wo bhi kisi maa ka hi beta hai,,,

jai hind jai bharat

Written by myself KUSHAL SHARMA IT WAS MY FIRST POEM ON INDIAN ARMY#FAUJI#PLEASE#SUPPORT#SHARE#COMMENT

krishankant jha

जन्मदिन की बधाई आमिर  जो कि हर किरदार निभा सके,
कलाकार वही है..
जो सबको एक कहानी,
में डूबा सके।
 #NojotoQuote #saccha #abhineta #aamir #sirji  #happy #birthday

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile