Find the Best ziqr Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos aboutziqra toys, ziqra, li ziqi, ziqar technical works llc, ziqar,
Priyanshi
Keemat tumhari . Jab tumhari tanhayi ne aaj mujhko aakar ghera , Tou mujhe Keemat pata chali tumhari . Aaj , jab bazar mai , mai logo se rukhsat ho rahi thi , Tab mujhe Keemat pata chali tumhari . Ek din jab mai khud ka wajood bhula kar ,tumko khoj Rahi thi , Janaab tab mujhe Keemat pata chali tumhari. Aaj jab mai ghabrayi , tou mujhe tumhara ehsaas hua . Aaj jab apne aanchal se apne ashq ko hata rahi thi , Tab mujhe tumhara khayal aya . Kyu pehle nahi mai Jaan payi thi Keemat tumhari ? Kyu pehle hi faisala kar liya tha maine tumhara? Kyu mai itni khudgarj thi , Jo Maine ek mauqa tak bhi nahi diya tumhe ! Aaj jab Raat Mai neend nahi aati hai, Tou keemat pata chalti hai tumhari. Naarazgi ne banaya khudgarj mujhe . Khoyi hui saari ummedo ne bana dala mayoos mujhe . Ab kabhi tumse rukhsat nahi ho paungi mai , Jana pad raha hai aaj mujhe . Na jane kal mai rahu ya na rahu , Isiliye aaj ek ziqr karna hai mujhe , Ye ziqr se bada khulasa hai , Kyuki aaj alvida kehne ka man kar raha hai mujhe .
Saqib Khan
Har Alfaz main tera ziqr ho kabhi Ruthe ye dil mera tujhse..to teri duaon m hm dono ke Milne ka ziqr ho.. #NojotoQuote Alfaz kafi hai..Dil ki safai dikhane ke liye..
Alfaz kafi hai..Dil ki safai dikhane ke liye..
read more
About Nojoto | Team Nojoto | Contact Us
Creator Monetization | Creator Academy | Get Famous & Awards | Leaderboard
Terms & Conditions | Privacy Policy | Purchase & Payment Policy Guidelines | DMCA Policy | Directory | Bug Bounty Program
© NJT Network Private Limited