Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best killings Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best killings Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos aboutjack the ripper killings 30, the great calcutta killings, the todd killings, reasons for extra judicial killings 10, honor killings statistics 2016 in india,

  • 6 Followers
  • 6 Stories

Ulfath Tahreem

#Massacre #killings #Afghanistan killing 2- 04 -2018 #yqbhaijan Hifz-memorise Sufaid-white Amamah-turban Dastaar bandhi - graduation Libaas-clothe Kafan-funeral cloak

read more
Tere Quran ko hifz karke
Sufaid amamah me Chale the dastaar bandhi k lie 
Ya khuda
Kya khabar thi Us Maa ko k yehi libaas uske bache ka kafan ban jeyega

 #Massacre #killings #afghanistan killing 2- 04 -2018 #yqbhaijan

Hifz-memorise
Sufaid-white
Amamah-turban
Dastaar bandhi - graduation
Libaas-clothe
Kafan-funeral cloak

Abhidev - Arvind Semwal

"मेरे आंसुओं के इंतजार में" "Mere aansuo k intjaar Main" A poetry by Abhidev #Love #pleassure #obstruct #obessed #Trust #killings

read more

Raja Imran

Rains visit my home 
more oftenly now
perhaps to wash 
the stains 
from the streets, 

But I wonder! 
Who'll wash the 
Taints of innocent blood
from their hands? 
 #NojotoQuote #bloodshed #murder #masskilling #RIP #martyr #killings #commonpeople #army #tyranny #tyrants #killers #murderers #butchers #followmee #help #talkofhumanity #humanity #humanity #human #help #needy #need #pleasehelp #suppress #supressed #sunless #naturephotography

Sujeet Dwivedi

#Pulwama#killings Time for Action.. Definite & Deafening..Shut down #high #Commissions मेरे अंदर का जवान और कवि दोनों आहत भी हैं और आक्रोशित भी।।

read more
 #Pulwama#killings  Time for Action.. Definite & Deafening..Shut down #High #Commissions 
मेरे अंदर का जवान और कवि दोनों आहत भी हैं और आक्रोशित भी।।

Dar Urfee

Kisi ko maar kar
Koi jashan manaa raha hai
Koi khud ko haar kar
Dusru ko khush kar raha hai
Jall raha hai watan mera
Koi is par bhi mazeey uda raha hai
Kisi ne jawaan bete ko kho diaa
Kisi ke sir se baap ka saaya uth gaya
Koi khoon ki holi khel raha hai
Koi yeh sab sirf paisu ke liye karr raha hai
Koi apni kursi ko jamm ke pakad baitha hai
Koi dusru ko tabah karke abaad horaha hai
Har taraf se bas insaan hi barbaad horaha hai
Galat insaan hai,galti ka shikaar nirdosh ko bana raha hai
Mere ghar ko dekho wo kaise jala raha hai
Maine padha tha kitabu mai insaniyat ke sabak
Magar insaniyat ko insaan hi dabaa raha hai
Ujadh kar basti ,insaan paisu ke liye hi yeh sab karta hai
Mout toh taii hai har ek hi yahan
Phir kyun insaan is manzaar ko bhool raha hai
Maa ki goudd ujaad kar,mamta ki sadda laga raha hai
Khooni bhi khud, Faisla bhi khud hi sunna raha hai
Dafan kar k dusru ko,apni lambi zindagi ki dua maang raha hai
Mai awaaz uthaon zulum par,toh bulate hai mjhe aatangwadi
Mai bardasht karoun,toh mazzey se mere sitam bada raha hai
Kab khatam hogi ye khoon ki holi
Kab insaan sudhar jaayega,
Har din dil yehi sadda laga raha hai
Ghar se bahar nikalna bhi dushwaar hogaya hai
Mere watan mai dekho kya kya horaha hai #NojotoQuote #killings
#urfquotes
#life
#destroyers

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile