Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best Khidmat Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best Khidmat Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos aboutmaa baap ki khidmat shayari, maa baap ki khidmat in urdu, khidmat meaning in hindi, shayri in urdu khidmat related 0, meer anis ki shayri khidmat 0,

  • 10 Followers
  • 24 Stories

Rahul Saraswat

#ehsaas #latestSheir #khidmat #Hazreen 

Ranj o Ghum ke andhero' mei' 
Koi Chirag nhi Milta..
Bechen Saaz hu  Mujhe
koi Raag nhi Milta.. 
Tanha Mouz` hu 
ek Pyaase samundar ki
Jo Machalti bahut hai 
koi Saahil nhi Milta.. 
Dil  ko rhta hai har Roz Intzar tera 
Mujhe Katl Kar gya  Jo
Woh kaatil nhi milta.. #yqdidi#yqbaba

Kumar Vimal

Gairo ki khidmat me lagey hain
Anjaano ko fursat de rahe hain
Ilm nahi karte unhe naseeb bana rahe hain
Jane kyu is aag me lipate ja rahe hain

©Kumar Vimal #gairo #Khidmat #Anjaano #fursat #ilm #naseeb #aag #Lipate #kumarvimal 

#Fire

Kamran Alvi

मैं इश्क का मुलाज़िम हूं
इशारों की खिदमत करता हूं
मुझे इंतजार है उनके इशारों का
उससे पहले इश्क में डूब जाने से डरता हूं

©Kamran Alvi #ishaq 
#khidmat

#Smile

KR.PRINCE RANAWAT

#Khidmat e shahi

read more
intzarr ee hakikat us shann e wafa ka jo muaddar ko manjill mukalat karayee .....hujur ee aaka aap tasrif to rakhiye ... banda khud aapki khidmat ee sahi me hajirr hojayee... #Khidmat e shahi

Nishh.

Aurat Komal hai kamjor nahi, Pahanati jewar hai koi zanjeer nahi, Har roop me khuda ki rahmat he wo Wajood-e-shai he koi Haqeer nahi. Mukammal-e-Kaynaat hai wo, Majoor-o-majboor ki tasveer nahi. Tere sath rahti he, ye pyar he uska, Yun khidmaten anjaam dena uski takdeer nahi.

read more
औरत कोमल है कमजोर नहीं,
पहनती ज़ेवर है कोई ज़ंजीर नहीं।
हर रूप में खुदा की रहमत है वो,
वज़ूद-ए-शय है कोई हक़ीर नहीं।
मुकम्मल-ए-कायनात है वो
माज़ूर-ओ-मज़बूर की तस्वीर नहीं।
तेरे साथ रहती है, ये प्यार है उसका,
यूँ खिदमते अंजाम देना उसकी तकदीर नहीं। Aurat Komal hai kamjor nahi,
Pahanati jewar hai koi zanjeer nahi,
Har roop me khuda ki rahmat he wo
Wajood-e-shai he koi Haqeer nahi.
Mukammal-e-Kaynaat hai wo,
Majoor-o-majboor ki tasveer nahi.
Tere sath rahti he, ye pyar he uska,
Yun khidmaten anjaam dena uski takdeer nahi.

Hitesh Mittal

तू सोच ना पाए हम तुम्हे उतना प्यार देंगे,
ये कमबख्त दौलत तो क्या तुमपर हम अपनी सारी खुशियां निसार देंगे।
एक इशारा कर अपनी इन सुरमयी आंखों से ,
ये सारी जिंदगी तेरी खिदमत में गुज़ार देंगे।।

-हितेश मित्तल #khidmat#mohhabbat

Naqeeb Warsi

Shehsh.e.Deva HAJI WARIS SHAH (r.a) ki Khidmat me mera Ajzana salam..pesh.e.khidmat ha...

read more

Vipendra Singh

माँ "MAA" By Janab RAZA SIRSVI Mout Ki Aaghosh Main Jab Thak Ke Soo Jati Hai Tab Kaheen Ja Kar 'Raza' Thora Sukoon Pati Hai Maa Fikr Main Bachoon Ki Kuch Is Terha Ghul Jati Hai Maa Nojawaan Hotay Huwe Boodhi Nazar Aati Hai Maa Rooh Ke Rishtay Ki Yeah Gehrayean To Daikheye

read more
"माँ"
एक बहुत ही ममतामयी और भावनात्मक कविता
मौ. राजा सिरसवी 
की लिखी हुई जिसको पढ़ कर आप अपने को संभाल नहीं पाएंगे । माँ "MAA" By Janab RAZA SIRSVI
Mout Ki Aaghosh Main Jab Thak Ke Soo Jati Hai
Tab Kaheen Ja Kar 'Raza' Thora Sukoon Pati Hai Maa

Fikr Main Bachoon Ki Kuch Is Terha Ghul Jati Hai Maa
Nojawaan Hotay Huwe Boodhi Nazar Aati Hai Maa

Rooh Ke Rishtay Ki Yeah Gehrayean To Daikheye

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile