Nojoto: Largest Storytelling Platform

Best Vaha Shayari, Status, Quotes, Stories

Find the Best Vaha Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos aboutvaha in hindi, ham to vah hi pal jise dekh kar tumhari cute si girlfriend sweet smile chhote type shayariyan ine romantic hindi 10 to 11 words, vah vah kya baat hai shayari, vah chidiya jo poem in hindi, main bolata hun vah main karta hun jo main nahin bolata vah main definitely karta hun shayari download,

  • 25 Followers
  • 132 Stories

ANजान_SMÎLÊ

#Yaha #Bhi #tanha #Vaha #Bhi #tanha #SAD Love #story #mohabbat Mohitrock F44 Bewafa(Ub.Raj) Official ANOOP PANDEY pappu rai Neelam Kumari N.Dwivedi

read more

Dr.Ronak S Patel

Asma Hai Khula Khula, Par Dhua Hai Yaha Vaha
Rasta Hai Khula Khula,Par Mushkile Hai Yaha Vaha
Me Kese Dekhu, Dekhu Me Kese Age
Me Kese Badhu, Badhu Me Kese Age
Hai Meri Manzil Kaha, Ho Khuda-E-Manzoor Jaha Vaha.

-Ronak #MyQuotes#BeautifulThought

Jani Nj

read more
My heart beat..
Halanki ab shehar alag hai hamare...
Fir bhi kal ek ladki dikhi..piche vo back pe til..tumhare jesa hair style..side face dikha bilkul tumhare jesa..to phir chala gaya 3 kilometres tak uske piche..pagal hu na me??...
Halanki ab shehar alag hai hamare... fir bhi us shehar me jata hu..us jagah pe bethata hu..us hasin palo ko jine ki koshis karata hu..jaha tune hath thama..gale se lagaya..ab hath thamne vala ..or gale lagane vala koi he nai vaha..veerana sa he..fir bhi jata hu vaha..pagal hu na me??... halanki me un kasme vado ko manata nahi hu jo hamne sath me khayi thi sab juthi thi..agar sach hoti to hum dono kisi alag shehar me sans na le rahe hote..fir bhi unko sach karne ke liye bohot bar sans khatam karne ki koshis karata hu..pagal hu na me??..
Halanki sab taras khate he meri is halat par..par pyas bujati nahi meri..vajah to he nahi koi..sirf dil karata he..tu ek bar meri halat dekh ke ek dafa bol de " jan kya halat bana rakhi he apani" ..pagal hu na me??...
Halanki malum he ab tumhe paravah nahi..vo yade tumhe yad nahi..na shayad yad karana bhi chahati ho..muje chuna to dur..kabhi muje dekhana bhi nahi chahati ho..fir bhi dil kehata he ..ek bar aaogi ..us thande pavan ke jonko ki tarah muje chuogi..zil si aankho me muje dekhkar vo pyar ke do aansu hoge..or bologi.." yr tere liye hi aayi hu..tere sath ..tere pas..hamesha ke liye..vo pal lautane tuje jo tune apne aansu ke kataro se yuhi gujar diye..sirf muje yad karke vo sab lautane jan.." ye khayal har roj karata hu..or ji leta hu..pagal hu na me??...

feelings

#Sapno ka #ghar

read more
Khwahishon ki us jameen per ek sapno ka ghar mera bhi ban chuka tha
Us se pehle ki me vaha pyar ke paththar jod pati,,,Kisi or ki hakikat ka vaha dera jam chuka tha,,,
Kash vo hakikat mere Sapno ki bikhari hui mitti ko vaha se samet pati,,,Kash sapno ka vo ghar banne se pehle hi me vha se  lot aati,, #sapno ka #ghar

ek_khoya_sa_ladka)

Pooja Rajput

read more
jaha m hu vaha vajood nii h mera 
or jaha vajood h mera vaha raza nhi h uski Pooja Rajput

Sanimar Singh

read more
Mangaa thaa tume  maine vaha,
Log khushiyaan apni maangte  ha jaha,,
Shayad kabul khuda kr leta duaa meri ,,
Par maa ne meri khayeriyat mangii huii thi vaha.

Aliya Iraqui

read more
dil or dimag ke bich hum 
humesha confuse rahte h ki dil ki sune 
ya dimag ki sahi mayne me to 
jaha reshte ho vaha dil ki 
suno or jaha business 
ho vaha dimag ki q
ki aksar rishte galt 
famiyon se hi tut te h
gltiyon se nhi

#Khushi. . .

Pata nhi kaha chale ja rhe he. . . .

read more
पता नहीं कहाँ चले जा रहे हैं ! Pata nhi kaha chle ja rhe he
Jaha nhi chahte jana vaha chle ja rhe he
Marji kaho ya majboori 
Jana bhi nhi he per jaruri bhi yahi he
Bina aawaz ke rote ja rhe he
Pata nhi kaha chle ja rhe he
Jab samjh nhi thi tab 
Bohut muskuraye hm
Ye samjhdari rulaye ja rhi he
Jaha nhi jana vaha chale ja rhe he
Pata nhi kaha chle ja rhe he Pata nhi kaha chale ja rhe he. . . .

anonymous_az

#DearZindagi

read more
#DearZindagi Zindagi kya hai??
Maut ka safar
Uss din badi khushhali thi ,Jab mai aaya tha iss bhuvan par
Vaha badhai bat rahi thi,Aur pet me motichur ke ladoo
Mai to na samaj tha shayad,
Nahi par shayad mai sach janta tha,Isiliye rota rehta tha,
Vo lakdi ke jhule me mujhe jhulaya jata tha
Phir dheere dheere mai sab bhool gya
Mere peir ladkhadte khade hue,
Dudh ke daat phutane lage
Pehla aakshar nikalne laga jubaan se
Shauk badhane lage vaha se
Duniya se kadam milakar chalne laga
Rishto se bahut dur mai pahuch gaya
Badhti umar se baal jhadne lage
Zindagi me gile-Shikave Badhane lage
Daat (दॉत) saare tut gaye,Dana paani chut gaya,
Sapne saare tut gaye,Aapne saare chut gaye,
Phir ek din maut se mulakat hui.
Aaj mere chehre par hasi thi aur duniya dikhave ka ro rahi thi,
Mujhe ussi lakdi me jalaya gaya jisme kabhi mujhe jhulaya gaya tha
Maine pucha tum kaun ho???
Vahi tumhari manjil.
Manjil?????
Ha.zindagi:maut ka safar
Zindagi kya hai???
Zindagi:maut ka safar.....
©anonymous_az #dearzindagi

Jagdish Makwana

read more
aj fir me vaha lot gya hu
 jaha se mujhe kisine badi mushkil
se kisi ne nikala tha
vakt badal gya yaro
hum fir vaha lot gye

sad my life ☹️
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile