Find the Best vahan Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos aboutknow your application status vahan 4, vahan know your application status, know your application status vahan, vahan search by engine no, jasu masu vahan shayari photos,
Malwinder kaur Mmmmalwinder
White vahan zara sambhal kr chlaya karo koi bhut besabri se aapka intzaar kr raha hoga aapko apna dhyan nahi km se km apno ka dhyan lekr to chlaya karo... ©Mmm malwinder #bike_wale #vahan #Mmmmalwinder💞
#bike_wale #vahan Mmmmalwinder💞
read moreKhaultiSyahi
🌹🚙वाहन पूजा विधि 🚗🌹 * नई कार पर सबसे पहले आम के पत्ते से तीन बार जल छिड़कें। * फिर सिन्दूर व घी के तेल के मिश्रण से वाहन पर छोटा सा स्वस्तिक बनाएं। स्वस्तिक शुभ होने के साथ- साथ ही काफी ऊर्जाप्रदायक होता हैं। वाहन द्वारा यात्रा में किसी प्रकार का व्यवधान न आए इसीलिए स्वस्तिक बनाया जाता है। • फिर वाहन को फूलमाला पहनाएं। . • वाहन में तीन बार कलावा लपेटें। कलावा रक्षासूत्र होता है। जो वाहन की सुरक्षा के लिए होता है। • अब कर्पूर से आरती करें। • कलश के जल को दाएं-बाएं डालें। यह वाहन के लिए स्वागत का भाव को प्रदर्शित करता हैं। * कर्पूर की राख से एक तिलक वाहन पर लगा दें। यह वाहन को नजरदोष से बचाता है। 🙏 ©KhaultiSyahi #titliyan #Brahmamuhurat 4:43 A M. 🚙🚗 #vahan #vahanpooja #poojavidhi #vehicle #khaultisyahi #Life #true #praytoparmatma 🙏
#titliyan #Brahmamuhurat 4:43 A M. 🚙🚗 #vahan #vahanpooja #poojavidhi #vehicle #khaultisyahi Life #true #praytoparmatma 🙏
read moreMini Mishra
वो जो अपनी नजरों से, किसी के बदन के वसन को चिर दे वो भी मुलजिम हैं ।। #women #safty #selfhelp #vahan #badan
Sandeep Sharma
काँच सा दिल pyar mein jhagda hone se pyar bahut badhta hai jahan per jhagda Na Hoga vahan per to pyar hota he nhi ha year vahan to keval sach ki gunjaish hoti hai I love you so much janu #Dil
naseemuddin
tujhe manane mein bhi yah Sitam uthana tha vahan vahan bhi Gaye Jahan Na Jana tha tum aur Ghar se Hans hans kar baat kar lete hamen pata hai ki maksad hamen jalana tha really
really
read moreRam N Mandal
चाँद का टुकड़ा "चाँद का टुकड़ा" करने आसमान में आये हो। क्या अलग अलग मुल्कों में बटाने आये हो ! इसे भी हिंदुस्तान और पाकिस्तान करने आये हो। अगर हिंदुस्तान गया तो वहाँ भी शांति होगा। पर और देश को क्या करोगे जो आतंकवाद पैदा करेगा। क्या वहाँ भी शांति बहाल के लिए गठबंधन बनाएगा ! वक्त आने पर परमाणु बम की धमकी देगा। चाँद पे कब्जा करने के लिए ये सब भी सोच लिए हो । "चाँद का टुकड़ा" करने आसमान में आये हो। Ram N Mandal. "Chand ka tukada" karne aasaman me aaye ho. Kya alag alag mulkon me batane aaye ho. Ise bhi hindustan aur pakistan karane aaye ho. Agar hindustan gaya to vahan bhi shanti hoga. Par aur desh ko kya karoge jo aatankwad paida karega. Kya vahan bhi shanti bahal ke liye gathbandhan banayega. Wakt aane par paramanu bam ki dhamaki dega. Chand pe kabja karane ke liye ye sab bhi soch liye ho.
"Chand ka tukada" karne aasaman me aaye ho. Kya alag alag mulkon me batane aaye ho. Ise bhi hindustan aur pakistan karane aaye ho. Agar hindustan gaya to vahan bhi shanti hoga. Par aur desh ko kya karoge jo aatankwad paida karega. Kya vahan bhi shanti bahal ke liye gathbandhan banayega. Wakt aane par paramanu bam ki dhamaki dega. Chand pe kabja karane ke liye ye sab bhi soch liye ho.
read moreMd Aslam
The obstacle in life, Khud Ku Aisa Banao Jahan Tum Ho,Vahan Tumhein sab Pyar Karen Jahan se Tum chale jao, Wahan Tumhein sab Yaad Karen Jahan Tum Pahunchne wale ho, Vahan sab Tumhara Intezar Karen... Khud Ku Aisa Banao Jahan Tum Ho,Vahan Tumhein sab Pyar Karen
Khud Ku Aisa Banao Jahan Tum Ho,Vahan Tumhein sab Pyar Karen
read moreNishant Sobti
Piles: A Very Painful and Dangerous Disease October 2012 mein mujhe ek problem hui thi….jab bhi mai kahin baithta tha ya bhaagta tha ya chalta tha tab mere bum mein se bleeding hoti thi. Kuch dinon tak maine iss cheez ko ignore kiya, kisiko iske bare mein kuch nahi bataya….Fir dheere dheere problem badhti gayi, bleeding badhti gayi….Mom Dad ko mere shorts ya jeans ke peeche khoon ka nishaan roz dikhne laga…Tab unhone mujhe poocha ki mujhe kya ho raha hai,mujhe koi problem toh nahi hai? Aur mujhe toh pehle se hi iss problem ke baare mein pata nahi tha ,main kya bolta…. Agle din mom dad mujhe check up karvane Lok Hospital leke gaye,tab vahan jaakar pata chala ki jisse main problem samajh raha tha voh ek bimaari thi. Dr.Steven naam ke doctor ne diagnosis se yeh bataya ki mujhe Pilonidle Sinus hai jisse aam bhasha mein Piles kehte hai.Jiss hospital mein mujhe diagnose kiya tha vahan mujhe immediately operation karne ka suggestion mila….Par doctor ka kehna tha ki uss operation se piles vapas hone ke chances kam nahi hai aur agar mujhe operation karvana hai toh mujhe hospital mein 1 din ke liye admit hona padega… Humein koi safe option chaiye tha isiliye humne kisi aur doctor ko consult karne ka socha. Dad ke friend ne ek doctor ka suggestion diya jo Piles ke field mein sab ka baap tha….Kahan kahan se log uske paas aakar apna operation karvake jaate the…Toh humne bhi try kiya. Yahan Panchpakhadi mein Dr.Lolge naam ke doctor ka clinic tha.Vahan mujhe lekar gaye,Checkup hua aur mujhe pata chala ki ab mere pass operation karvane ke alava aur koi option nahi bacha tha….Jaise Cancer mein 3 stages rehte hai, vaise hi Piles mein bhi the… 1st aur 2nd stages par dawai se Yeh thik ho jaata hai…Par jab 3rd stage par Piles ki bimari pohochti hai toh operation kiye bina voh thik nahi hota…Piles mere liye cancer se ladne jaisa tha. Doctors toh humein dilasa dene ke liye kehte hai ki kuch dard nahi hoga,5 minute ka operation hai….Par jab operation theatre mein mujhe le jaya gaya toh main bhi stress free tha ki Dr ne bola kuch nahi hoga toh haa baba kuch nahi hoga Trust me guys….Dard kya hota hai ye mujhe uss din OT(Operation Theatre)mein Pata chala…..Doctor ne jo bhi kaha tha uska sab oolta hua…..Dard hua ,bohot dard hua…..Pata nahi uss doctor ne kahan kahan injections ghussaye the….kam se kam 6-7 baar toh injections maare hi honge….Aur 5 minute nahi,poore aadhe ghante tak operation kar raha tha voh doctor mera. Mujhe pehle hi bola gaya tha ki operation ke baad patient ko chakkar aate hai,aur usse operation ke baad 15-20 minute sona padta hai…Aur operation ke baad ke 5 din mujhe clinic mein checkup ke liye jaana hai… Aaj 6 saal ho chuke hai…aaj pehle se thik lagta hai mujhe par fir bhi darr lagta hai ….ek khauf sa baith gaya hai dil mein….Aaj bhi jab mai kabhi checkup ke liye jaata hoon tab jo log vahan operation karvane aaye hote hai unko dekhkar apna dard yaad aata hai…OT mein jab voh injection maarte waqt patients ka dard se chillana yaad aata hai…. A very painful story this time.... Its true story..... It's my story 😔
A very painful story this time.... Its true story..... It's my story 😔
read moreSaya
Family in a clinic: रोज़ ki tarah mera college ka din tha meri class ho chuki thi aur mujhe kuch samaan laane k liye bazaar tak jana tha. मुझे dost bnane me thodi mushkil hoti hai kyunki me thodi shy type ki hoon. मेरा nya college shuru hua hai to mere abhi dost nhin bne. तो us din mein bazaar akele he gyi . जब hum akele hote hain khin bhi hmaare dimaaag me bhot si baaten chal rhi hoti hai और chlne tarah hi un baaton ki tarah चलने की गति भी thodi tez hoti hai. तो mein samman lene k liye bazaar p
read more