Find the Best ghulam Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos aboutghulam ali shayari in hindi, joru ka ghulam quotes in hindi, ghulam ali quotes in hindi, khwaja ghulam farid poetry in punjabi, ghulam ali ki shayari,
Khanpuriwrite Insta
ताकत के मायनों से बेख़बर रहते हैं वो ज़मीर जिनके ग़ुलामी के आदी हों ©Khanpuriwrite Insta #dhundh #Takat #Jameer #ghulam
Shayr sheikh Sahab
Mukammal ho tum hr trha he . Hairaan hu me tum ko dekhu kis kis trha se. Tum aankhein jhukati ho to ada banati ho. Jb grdn jhukati ho to haya banati ho. Tum jo muskurati ho. To dil pr gazab dhati ho. Jb zulfein bikhrati ho to. Sari bzm ko mehkati ho. Me tum ko dekhta hu . To padhne lg jata hu. Tum to khud ek gazal ban jati ho. Or sath me darta bhi hu kahi ishq na ho jae. Tum me dimaag me fitoor ban kr chad jati ho. Tum lb ese he jese gulaab ki pattiyaan. Upar se ye qayamat ke mere samne jb tum baat krti ho. To inhe juda kr kr ke milati ho. Na jane kitna likh sakta hu me tum ko dekh kr . Tum ko khbr nhi. Tum mujhe ek shayri ki kbhi na khtm hone wali kitaab nazar aati ho. #shayr_sheikh_sahab ©Shayr sheikh Sahab #shayr_sheikh_sahab #all_friends_support_me #Alag #all_is_well #alla #All_Girls #all_sunsets #ghulam
Muhammad Yaseen Azeemi
کل جو غدار گنے جاتے تھے ملت سے بیزار گنے جاتے تھے ہر جرم جن کا بتایا قوم کو ملک میں گنہگار گنے جاتے تھے آج سر آنکھوں پر بیٹھائے گئے گیت محبت سے مل کےگائے گئے بیٹھا کے سامنے غلاموں کو کشور قصے حب الوطنی کے سنائے گئے یہ دور بھی عجب بنا فاتح کے لئے بے وفا ہوا، شہر وفا فاتح کے لئے جو قلم و علم اٹھاتے تھے محبت سے نفرت انگیز کشور ہوا فاتح کے لئے کشور صدیقی ©Muhammad Yaseen Azeemi #Watan #Gaddar #ghulam #Muhabbat #Nafrat #Mulk #Red
Ghazal Khawan
Wali Zama
Jo log dete hain saugaat gande alfazo'n ke Unhi logon ke hain ziyada qadardaan yahan... Aazmaish ka waqt hai, sachchaai ki dagar par, Imtehaa'n me khare utre ye itna aasaan kahan.. Kya khoob tha andaaz unka , qatl Sar-e-aam kiya, Bajni thi shahnaayee jahan, bana dya shamshaan wahan... Tanhayeeo'n me rota raha khudi pe yeh Parwaaz, Ban kar gulam rah gaya, banna tha Sultaan jahan... ©Wali Zama #Ghulam