Find the Best Alfazo Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos aboutkyu talashte ho alfazo ke shayri 0, alfazo ke silsile, alfazo, urdu alfaz shayari in hindi, alfaz poetry in hindi,
Malwinder kaur Mmmmalwinder
Mohabbat kaha alfazo ki mumtaz hoti hai Jaha jahbaat hote waha kaha yei Chup rehti hai Mohabbat humesha dil se nibhai jati Wo alfazo ki mumtaz nahi hoti.. 😊😊😊 ©Mmm malwinder #alfazo #Mmmmalwinder
Kumar Vimal
Chand alfazo ka kamaal dekhiye Chehre pe laye yeh kaisi rangat dekhiye Dil ki mayusi chata de honto me muskaan laga de Ya baandh le yeh udate armaan ko Bina fansi ke hi yeh dum ghota de ©Kumar Vimal #Alfazo #Kamaal #chehre #rangat #mayusi #muskaan #fansi #kumarvimal #FadingAway
Mamta Sharma
सबसे बड़ी कमी हमारी यही थी, कोई रूठा तो माना ना सके, किसी ने गलत किया तो समझा ना सके, बस चुप होकर खुद गलत हो गए इस कदर! ✍️ अल्फाजों का मेला✍️ ©Mamta Sharma #SAD #Love #Alfazo #Mic
Parth
Na jane kya khta hui humse Vo jo Waqt Bewaqt har Waqt Humara hal pucha karte the.... Aaj Vo jante hain hum udas hain...Tab bhi Nazarandaz Kiye ja rhe hain....😕 #Alfazo ki Dunia....❤️🤟🏻 #Love #broken #
Varun Khare
Alfazo ko chehra mil gaya, ik dil piroti kahani ko meri karkash awaaz mil gayi. #karkash#kahani#alfazo#piroti#chehra.
sanam thakur
Tu vo raha nhi jo thaa.... badal sa gaya hai vo jo kuch aur tha ? kya waqt ne usse badal diyaa ? yaa vo khud waqt badal raha hai.. Me jaaan kr uske wajood ko Anjaan si ban jaate hu majburiyo ke Aage me kamjor si pad jaate hu chehra dekhte hi uska me khud me hi kho jaati hu #Ishani #Alfazo me sapne✌
#Alfazo me sapne✌
read moreRahul Dhruw
hmmtmm_2119
Dear GrandParents mai alfazo me ब्या nhi kr skti दादा-दादी का प्यार mai alfazo me ब्या nhi kr skti दादा-दादी का प्यार bhut khushnasheeb hu mai जो मुझे मेरे दादा-दादी का प्यार मिलता हैं|
-Banjara ❣️
Baate galt hua .. Karti h Jnab... Ankh se Girta... " Anshu " or Anshuo see.. Bheege Alfazz.. Kabhi Galat ... Nahi Hua Karte... - Bansal ❣️ #Alfazo #Ka #Rona
unknown writer
Teri adat chut te chut te in lafzo ki aadat si ho gai abb tere bare me dil kuch likhta bhi nahi fir bhi zamane wale kehte he tu to uski yaad me bada dard likh gai in alfazo me main dard nahi sukoon keh gai fir bhi zamane wale kehte he ye to ishq me toot ke reh gai tootne ke bad bhi judkar me aur sayyam se khadi reh gai fir bhi zamane wale kehte he ye to ishq me seham kar rah gai abb in zamane walo ko kaun samjaye ki tutkar sehamkar bhi ye ladki dusro ke dil sirf alfazo ke tahat reh gai