Nojoto: Largest Storytelling Platform
ankitshringi8411
  • 7Stories
  • 16Followers
  • 16Love
    0Views

Ankit Shringi

Shayar, philosopher,Poet

  • Popular
  • Latest
  • Video
fce9743aaf26b37facaab533ede831ac

Ankit Shringi

Dard bhot hai zindagi me mere 
mujho khushi ka dilasha mat dikhao
berukh hai ye safar zindagi ka 
mujh ko hasna mat sikhao

               ........Ankit Shringi #its_tough_
fce9743aaf26b37facaab533ede831ac

Ankit Shringi

mera saha-raa mat bano
Ankit beshara nahi hai
zeena aata hai mujh ko
Ankit hara nahi hai #nothing_change
fce9743aaf26b37facaab533ede831ac

Ankit Shringi

leke din udhar khuda se
mai karz chukane ke lie tarsa
or hai Qayamat ka din, mout hai har jaga
mai laa-ash ko lekar Qabristan ke lie tarsa

fce9743aaf26b37facaab533ede831ac

Ankit Shringi

Raat kuchh aise guzarti hai jaise 
koi ehsan mujhpe karte ho jaise
duniya se mile dard ko samalta hu jaise 
Zar, chandi, asasa ho jaise
aa-ina dekh Muskur-aata hu mai
lakho nakab Aapn-aata hu mai
shaam se dil me nami si hai
aaj phir aap ki kami si hai
raat hone ko aati hai jaise
Raat kuch aise guzarti hai jaise #hard_to_spent
fce9743aaf26b37facaab533ede831ac

Ankit Shringi

Ak roz Aan-dhera hone tho do
Ujjala khud-ba-khud nazar aaega
Or haar ja-oo aaj kitna bhi
Kal ak naya savera jarur aaega #new_day_new_chance_
fce9743aaf26b37facaab533ede831ac

Ankit Shringi

Shayar hu mai apne kalam ki zu-baan se
bharta hu pan-ne apne kalam ki zu-baan se
or jo dhund-te hai mera dard mere shayari mai
bta du ye waqt hai mera jisko utar tha mai kalam ki zu-baan se #some_times_you_write_many_thing_but_learn_little_bit_
fce9743aaf26b37facaab533ede831ac

Ankit Shringi

silsila kuch yu-uu ghata 
jeene ka dila-sha zindagi ko mere mout se mila #sometime_2_lines_shows_everything_

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile