Nojoto: Largest Storytelling Platform
pankajji4531
  • 12Stories
  • 42Followers
  • 64Love
    0Views

Pankaj JI

कभी कभी लिख लेता हूं, की कही कोई पढ़ के तुझे सुना दे, जो कह नहीं पाए, खामोशी फिर किसी को ना ये सजा दे।

  • Popular
  • Latest
  • Video
cd3dc18cd64abfba4ae75b6ecb7aae82

Pankaj JI

Dariya, talash ek jariya,
Khamoshi, kuch kehne ki,
Aag h, barish b hogi..
Shor h, alg sunai dega...
Isk h...sb samjha dega..
Anpdh h, khat milenga..
Mar gaya, fir b dhadkega..
Thukara, or kitno ko..
Kabhi to pighlega..
Aaj...Jlaa mera..
Dil...Kal tera bhi jalega. 
Man..kre lout aana...
Wahi dur, mera aashiyana..
cd3dc18cd64abfba4ae75b6ecb7aae82

Pankaj JI

Kis roz chhahogi, ye bta dena..
Mai intzar krunga...
Khayalo me To ho..,swalo me b ho...
Kis roz jawab dogi...
Bus tarikh bta dena...
Me intzar krunga..

Dil me dedi h jagah...
Tera bus grah Parvesh baki h..
Kb aaogi ghr.. muhurat bta dena...
Me intzar krunga

Wo kamara to mera thaa, 
Yade to teri bsti h udhr...
Kis roz mujhe need se uthane
 subh subh aogi bta dena...
Me sota rahunga... Jga dena.. 
Mai intzar krunga...
cd3dc18cd64abfba4ae75b6ecb7aae82

Pankaj JI

Kisi bahane se hi sahi, yaad to kar..
Manmarjiyaa kar,     par pyar to kar...
cd3dc18cd64abfba4ae75b6ecb7aae82

Pankaj JI

कभी कभी लिख लेता हूं, की कही कोई पढ़ के तुझे सुना दे, जो कह नहीं पाए, खामोशी फिर किसी को ना  ये सजा दे।
cd3dc18cd64abfba4ae75b6ecb7aae82

Pankaj JI

Pta nahi ye...sulajh raha hai, ya ulajh raha h...
Abhi to Bass baato ka silslaa chal raha hai...
Akele mera hi nhi...such b bol..tera bhi to dil machal raha hai..
Khoob samjha liya..yr...fir b dekho na..ab kaha mujhe se sambhal raha hai.
Pata nahi ye...sulajh raha hai, yaa ualjh raha hai...
Abhi to bass baato Ka silslaa chal raha hai...
Mana duri bahut h, baato se nipat jaye..
Thoda hi sahi...kuch to asar dikh raha hai...
Kabhi mai, kabhi tum..koi to kosis kar raha hai..
Pta nahi ye... Sulajh raha hai, yaa ulajh raha hai.
Abhi to bass baato ka silsila chal raha hai.
Or ye achhaa hai, isse chalte rehne do..
Akele to jee hi rahe the..ab jake tera sathe mil raha hai..
Pta nahi ye... Sulajh raha hai, yaa ulajh raha hai,
Abhi to bass baato ka silsila chal ra hai..
cd3dc18cd64abfba4ae75b6ecb7aae82

Pankaj JI

कैसी कस्ती, कैसा किनारा,
तू मेरा दरिया, मै तेरा सहारा।
cd3dc18cd64abfba4ae75b6ecb7aae82

Pankaj JI

तेरी आँखों से ही, तेरी आंखो से ही शुरू हुआ ये सब,
खत्म भी, इनमें ही हो,
मेरी हिस्से की मोहब्बत को इज़ात दे,
गुस्ताख़ी हो, तो सजा दे,
एक ही ख्वाहिश है, पूरी कर
जो तेरी आंखो से शुरू हुआ ये सब,
खत्म भी इनमें ही हो।
cd3dc18cd64abfba4ae75b6ecb7aae82

Pankaj JI

Rakhe rehna chhupake, izahar jaruri to nahi...
Bus dekhte rehna... Aakhe jhuka na lena... Palke jhukana jaruri to nahi..

Kuch kehna chhaho... Ishare kr dena...
Hoth..se kehna ab jauri to nhi..

Yu to ye rasta bahut jaar jaar h....girna h...
Ab smbhlna bhi jaruri to nhi...
Tum bss sath chalna... Smbko me dekh lunga...
Ab tera hath chhuta lena, jaruri to nhi...
Bus Rakhe rehna chhupake, Izhar ab jaruri to nahi....
cd3dc18cd64abfba4ae75b6ecb7aae82

Pankaj JI

ये दूरियाँ, दूरियां अच्छी है, इन्हे बने रहने दो।
करीब जो आओगे, मुश्किलें बढ़ जाएंगी
इश्क हो जाएगा, संभलना मुश्किल हो जाएगा।
तू तो जिलेगा यार, मेरा मुश्किल हो जाएगा
दूरियां ही अच्छी है, इन्हें बने रहने दो।
cd3dc18cd64abfba4ae75b6ecb7aae82

Pankaj JI

#OpenPoetry Kabhi khud se swal karta hu...akhir tune usme dekha kya hai..
Kabhi to palt ke jawab dega wo..
Tune Mujhe jo nhi dekha to, akhir tune dekha kya hai..
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile