Nojoto: Largest Storytelling Platform
rizwanrbg4056
  • 6Stories
  • 15Followers
  • 29Love
    0Views

Rizwan (Rbg)

  • Popular
  • Latest
  • Video
af95d8c266cb970fbdc28bb80e3633e3

Rizwan (Rbg)

Aurato Ke Baarey Me Bhalayee ….

♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya –
“Jo Shakhs Allah Aur Qayamat Ke Din Per Emaan Rakhta Ho
Wo Apney Padosi (Neighbour) Ko Takleef Na Pohanchaye
Aur Mai Tumhein Aurto (Women) Ke Baarey Me Bhalayee Ki Wasiyat Kerta Hoon Kyu Ke,
Wo Pasli (Rib) Se Paida Ki Gayee Hain ,
Aur Pasli Me Bhi Sab Se Zayada Terha (Crooked) Uss Ke Uper Ka Hissa Hai.
Ager Tum Ussey Seedha Kerna Chaahoge Tou Ussey Tod Daaloge
Aur Ager Ussey Chhor Doge Tou Wo Terhi (Croocked) Hi Baaki Reh Jaayegi,
Iss Liye Mai Tumhein Aurato Ke Baarey Me Achey Salook Ki Wassiyat Kerta Hoon”.
– (Bukhari Shareef: 67 Kitab Al Nikkah:80, Baab Al Wasa Bil Nasah) #Time
af95d8c266cb970fbdc28bb80e3633e3

Rizwan (Rbg)

۞ Hadees: Umme Aisha (R.A) se riwayat hai ke:

❝ Jab Ramzan ka Aakhri ashra aata to Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihi Wasallam) saari Raat Ibadat ke liye khud bhi jagte aur apne ghar walon ko bhi jagaya karte.❞

📕 Sahih Al Bukhari 2024 #Time
af95d8c266cb970fbdc28bb80e3633e3

Rizwan (Rbg)

हदीस: अबू सईद खुदरी (र.अ) से वर्णित है के, अल्लाह के अंतिम सन्देष्टा (सलल्लाहु अलैहि वसल्लम) ने कहा:

❝हर बन्दा जो अल्लाह के रास्ते में एक दिन के लिए उपवास (रोज़ा) रखता है, अल्लाह इस एक दिन के कारण, उस बन्दे का चेहरा नरक की आग से सत्तर साल की दूरी तक दूर कर देगा।❞

📕 सहीह मुस्लिम  1153 C
📕 पुस्तक 13, हदिस 217 #Love
af95d8c266cb970fbdc28bb80e3633e3

Rizwan (Rbg)

हदीस: अबू हुरैराह (र.अ) से वर्णित है के, अल्लाह के अंतिम सन्देष्टा (सलल्लाहु अलैहि वसल्लम) ने कहा:

❝अगर कोइ शख्स रोजा रख के झूट बोलना और दगाबाजी करना ना छोड़े तो अल्लाह तआला को उसकी कोइ जरूरत नहीं के वो शख्स अल्लाह के लिए अपना खाना पीना छोड़ दे।❞

📕 सहीह बुखारी 1903 #Night
af95d8c266cb970fbdc28bb80e3633e3

Rizwan (Rbg)

अल्लाह क़ुरआन में फरमाते है-
जो पाकीज़ा रिज़्क हम ने तुम को अता किया है,उस में से खाओ, और उस में हद से आगे न बढ़ो, जिस के नतीजे में तुम पर मेरा गज़ब नाज़िल हो जाए।
(क़ुरआन 20:81)

af95d8c266cb970fbdc28bb80e3633e3

Rizwan (Rbg)

Mus’ab Bin Saad (RaziAllahu Anhu) Se Riwayat Hai Ki, Saad-Bin-Abi Waqqas (RaziAllahu Anhu) Ko Ye Khayal Tha Ki Unhe Dusre Sahaba Par (Apni Maaldari Aur Bahaduri Ki Wajah Se) Fazeelat Hasil Hai,
*Tou Aap (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ki –
“Tum Logon Ko Kamzor Maazur Logon Ki Duaaon Ki Wajah Se (Allah Ki Taraf Se) Madad Aur Rizq Diya Jata Hai.”
– (Sahih Bukhari, Vol4, 2896)

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile