Nojoto: Largest Storytelling Platform
vaishuagrahari4658
  • 14Stories
  • 31Followers
  • 92Love
    375Views

Vaishu Agrahari

  • Popular
  • Latest
  • Video
98b472a875d24c1a3dc5bb862ef9ebcd

Vaishu Agrahari

गिले भी कम होंगे
शिकवे भी कम होंगे
पर मंज़र अब कुछ यूं होंगे कि
पास तो रहेंगे तेरे
पर तेरे ना होंगे #peace
98b472a875d24c1a3dc5bb862ef9ebcd

Vaishu Agrahari

tanhaayi

tanhaayi

98b472a875d24c1a3dc5bb862ef9ebcd

Vaishu Agrahari

happy new year in advance..

happy new year in advance..

98b472a875d24c1a3dc5bb862ef9ebcd

Vaishu Agrahari

ab koi farishta na aayega

ab koi farishta na aayega

98b472a875d24c1a3dc5bb862ef9ebcd

Vaishu Agrahari

khamoshiyaan

khamoshiyaan

98b472a875d24c1a3dc5bb862ef9ebcd

Vaishu Agrahari

इस बारिश को बादलों के साथ चलते देखा 
फिर इन हवाओं के साथ बारिश के रुख को बदलते देखा
उसे अपनी ऋतु से बिछड़ते हुए देखा
कुछ यूं आज मैने मौसम को बदलते देखा

98b472a875d24c1a3dc5bb862ef9ebcd

Vaishu Agrahari

Jab pyar hota hi nahi
to pyar ki baatein kyu
jab sath dena hi nahi 
to dosti ki baatein kyu
jab jazzbaaton ki kadra hi nahi
to jazzbaat jagane kyu
jab wo insan pasand hi nahi 
to use apni zindagi ka hissa banana kyu 
akhir chand khushiyon 
 ke liye kisi ke dil ko khilauna banana kyu
bina soche baatein krna fir bad me itna sochna kyu 
khud ki khushi ki talash me 
dusre ke khushi kum krna kyu
gar jana hi hota hai to rishte ki pahal krna kyu
Jab aitbaar hi nahi to izhaar krna kyu
jab yaadon me basaya hi nahi
to yaad krne ka dikhawa kyu
Jab ek pal ki bhi khabar nahi 
to khayal rakhne ka dikhawa kyu
Aakhir  jab pyar ka matlab jana hi nahi
to hazaro se pyar ka dikhawa kyu...

98b472a875d24c1a3dc5bb862ef9ebcd

Vaishu Agrahari

kalam ka yun in kore panno se milna 
kisi k dil ka haal aur kisi ki haqiqat bayan krna
ye kuch aur nahi..ISHQ-E TANHAAYI hai..

98b472a875d24c1a3dc5bb862ef9ebcd

Vaishu Agrahari

is duniya ki bheedh me gumnam hi sahi..
Par apne sapno ki duniya me shor machana chahti hun..

98b472a875d24c1a3dc5bb862ef9ebcd

Vaishu Agrahari

yeh jo zindagi ke raste hai na..ispr kbhi kisi k liye rukna mat,kyuki jinke liye hum rukte h naaa ...umne bhi hume rokne tk ki chahat nhi hoti...

loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile