Nojoto: Largest Storytelling Platform
sitaraalishama6593
  • 9Stories
  • 2.9KFollowers
  • 1.2KLove
    0Views

sitara ali shama

  • Popular
  • Latest
  • Repost
  • Video
82f68df54dbbc3349ab5e3fd15a1d783

sitara ali shama

Lo phir se bikhar gaye hum
Waqt ki har aik adaan ke sath #Adaan
82f68df54dbbc3349ab5e3fd15a1d783

sitara ali shama

Khuwab e zindagi

Khuwab e zindagi basar na hoe
Jis morh se guzre sehar na hoe
Jale chiragh siya raton mai phir bhi
Ujalo se din ke rehnumaye na hoe
shama justuju rahi andhero se meri
Lekin roshni se bhi meri yari na hoe #Khuwab e zindagi
82f68df54dbbc3349ab5e3fd15a1d783

sitara ali shama

Samjha ke dil dekh liya baha ke ashk dekh liya
Humne dunya ka aaj har aik sitam bhi dekh liya
Mushkil ha safar e zindagi per na mumkin nahi koi
Seene mai dil ki jagah pathhar bhi rakh ke dekh liya #Sitam
82f68df54dbbc3349ab5e3fd15a1d783

sitara ali shama

Koi falsafa nahi ishq ka jaha dil jhuke wahi sar jhuke
Asool e ulfat ke adaab ha ilzam ho zabaan chup rahe #Asool e ulfat
82f68df54dbbc3349ab5e3fd15a1d783

sitara ali shama

Babu
Es shiddat e firaq se aate ho yaad tum
Palko ke ujhal khuwab ban gaye ho tum
Dil ki dharkano ke darmiyan rehte ho tum
Meri zindagi mere sanso mai shamil ho tum
Na bichhar sake na juda hoye kabhi hum tum
Aaj rasm e dunya kyu ada kar ke gaye ho tum
Fasle zameen o asmaan ke ban gaye ho tum
Jab se gaye ho chhor ke bas yaas aate ho tum
Mumkin ho toh aik jhalak ankho mai ao tum
Qaid karlu aise tumko aa ke wapas na jao tum
MISS U SO MUCH BAABUUU #Babu
82f68df54dbbc3349ab5e3fd15a1d783

sitara ali shama

Raaz e dil zamane se kyun ker kahe hum apne
Ruswa naam tera kyun ker kare zaban se apne
Sitara Ali Shama #Raaz e dil

#raaz e dil

82f68df54dbbc3349ab5e3fd15a1d783

sitara ali shama

Agar baat zamane ki ha toh khamoshi behtar
Apne dil ki kaho toh sunao mujhe jee bhar kar #Heart
82f68df54dbbc3349ab5e3fd15a1d783

sitara ali shama

Wafa se mile bewafai ye kaisa asool ha
Ae mohabbat tujhe se dil lagana fazul ha #unfaithful
82f68df54dbbc3349ab5e3fd15a1d783

sitara ali shama

SHAMA
Umeed e hasil mai shama hoti jati hu mai
Na jane kis jaan per fana hoti jati hu mai
Na umeed bar ha na ha khuwab koi hasil
Jalti hu shaam o sahar jalwa e shaan per
Ye shuakhiyan ye faragh dil kyu ha shama
Yaha piyar nahi milta tu kyu hoti ha khafa #shama

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile