Nojoto: Largest Storytelling Platform
samir4481878594888
  • 8Stories
  • 43Followers
  • 61Love
    0Views

Samar

I'll Try Little More.

  • Popular
  • Latest
  • Video
5ff7170ee43a2700d2f2b4b893cb686b

Samar

Hamne dekha tha ek sapna,
Sapne me tha ghar apna,
Apne ghar ki kilkariyo ka sapna,
Woh sapne mein reh gaye tha koi,
jise bhul saka na koi,
Woh yadein reh jati hai jese,
daag zindagi se na nikle wese ..

©Samar #BehtiHawaa
5ff7170ee43a2700d2f2b4b893cb686b

Samar

Raaste wahi ruki khafa si,
zamane bichhde hai khafa ke, 
Yaadein churayi gai khafa se,
Aapki chaht seh lenge mere dosto,
agar aap मर-मिटते hampar khafa se ...

©Samar #sirfdosti
#apnayaarbakibekar
5ff7170ee43a2700d2f2b4b893cb686b

Samar

Yeh lafzon ki bayaan honi hai, 
Yeh khwahisho ki tanhai honi hai,
Mehfilo mein judai honi hai, 
Kambakht ye dil aapki anhoni hai......

©Samar #anhonishayar
5ff7170ee43a2700d2f2b4b893cb686b

Samar

kaisi ye bala hai duniya ki,
kaisi yeh khata hai duniya ki,
kaisa ye bandhan hai duniya ka,
yeh ek hi pehchan hai duniya ki jo hame layak banati hai duniya ke ;...........

©samir #duniyakidastan
#Worldthought
5ff7170ee43a2700d2f2b4b893cb686b

Samar

Dil mein jo baat hai woh tumse
 judi yaad hai,
dil ke टूटने ki baat hai woh tumse 
ek fariyaad hai.......

©samir #tutadil
#dilkibaat
5ff7170ee43a2700d2f2b4b893cb686b

Samar

Dil ki dastaan suru hoti hai to use khatam karna bahot muskil hai..!!A...zaalim kambakhat yeh ishq hi na hota to yeh pyaar kisi ke kaam ka hi nahi jiske bina yeh duniya adhuri si lagti hai.........

©samir #kambakhat_ishq
5ff7170ee43a2700d2f2b4b893cb686b

Samar

jism se na khelo tum
jism 
ek pehchan hai,
jism ek kafan 
hai mera,
jism me hi meri jaan hai.......

©samir #jismyanimein
#jaanyanidost
5ff7170ee43a2700d2f2b4b893cb686b

Samar

Chand dekhta hoon, woh woh nazar aati;
tare dekhta hoon, uski yade nazar aati hai; 
jab tum ushe dil me basa loge, tab tumhe apni baho me nazar aayegi.... #aakhrilabz...

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile