Nojoto: Largest Storytelling Platform
manishasinha9512
  • 84Stories
  • 0Followers
  • 0Love
    0Views

Manisha Sinha

  • Popular
  • Latest
  • Video
46aa4bf43f8033feaa03cb72b45e45f2

Manisha Sinha

राह के किनारे पर
यूं पेड की छाओ तल्ले
बैठ जा तू भी मुसाफिर कभी
क्यूं फिर रहा है भागता
क्या वक्त से है तू बड़ा
रुक्जा तू भी कभी
क्या बन गया है काफिर अभी
मिल जाएगा तुझे भी एकदिन
तेरा वो आस्मान
जब घुम है हसी तेरी
तो सफ़र का क्या है फ़ायदा!
फिकरों में क्या है रखा
कोशीशैं तू कर सदा
इतना ही काफ़ी अभी

46aa4bf43f8033feaa03cb72b45e45f2

Manisha Sinha

Raahe khud ki chuno to behtar h
Auro ki chunoge to kho jaoge
Chahe kitne bhi ujalo k diye ho paaas tumhare
Subah ki roshni me hi khudko behtar paoge
  #paidstory
46aa4bf43f8033feaa03cb72b45e45f2

Manisha Sinha

Hai ek chota sa khwaab ye Mera 
Mere Ghar me mera ek chota sa kamra 
Uss kamre me ek badi si khidki 
Jisse bistar se dikhu me thodi-thodi
Vo kona iss duniya se mera vo hissa ho
Jispe hak srf or srf mera ho
Haath me uss baarish k Mausam me chai ka ek pyaala ho
Barsaat ki bundo me vo mitti ki sondhi khusbo ho
Sukoon ka vo pal bas mera ho

46aa4bf43f8033feaa03cb72b45e45f2

Manisha Sinha

Zindagi saanp sidhi k khel ki Tarah ho gyi h
Manzil k paas phonchte hi 99 par saanp dass jaata h 
Or sab vahin aa jata h jaha se shuru Kiya hota h

46aa4bf43f8033feaa03cb72b45e45f2

Manisha Sinha

What's obvious to you 
May not be obvious the person who is listening to you

46aa4bf43f8033feaa03cb72b45e45f2

Manisha Sinha

Kuch ho rubaru khud se 
Yun Tu
Tujhse jahan puche Tu h 
Khush kyun
Dekh ! Dekh khud ko 
Yun Tu 
Ki tujhse behtar Nahi koi 
yaha kyun
Pehchaan khud ko 
Yun Tu 
Ki Dil ye hakeekat na Jaan paya 
pehle kyun
Bhar de apni bhi zholi khushiyon se 
Yun Tu
Ki fir maanga bhi Jaye to lage ab Kam Nahi kyun Srf kehna Nahi krna bhi h
#life#recreatingmotives#dedicated#happysoul

Srf kehna Nahi krna bhi h life#recreatingmotives#dedicated#happysoul

46aa4bf43f8033feaa03cb72b45e45f2

Manisha Sinha

Kyun nadiyon Ka paani 
Kabhi rukta Nahi
Pathraon ke aage ye 
Kabhi jhukta Nahi 
Dhaaraon k sang iske Jo bahe
Vo khota Nahi
Jo bagawat kre usse ye 
Saath bahata Nahi
Kya uske junoon se wo 
log wakif Nahi 
Jinke khayal mujhse 
kahin milte Nahi 
Sansaar ke avrodh se Jo mit jaye 
vo me Nahi
Bhul Jaye esa me 
koi itihaas Nahi



     Baatein keh do to Acha lgta h andar rehne se dam ghut jata h

Baatein keh do to Acha lgta h andar rehne se dam ghut jata h

46aa4bf43f8033feaa03cb72b45e45f2

Manisha Sinha

Tu faaslo me raha kitna 
Tu darare to Bhar
Zindagi Ka Safar h suhana 
Tu muskurake to chal
Sawalo me ghirega kitna
Tu jawabon Ka pehel to kar
Mana kuch nazdikiyon me ghutan h
Tu waqt rehte apna dam to Bhar
Jo Mila Nahi sochkar ki Ruth Gaye h
Tu darwazon me unki dastak to kar
Aisa nahi vo toota hissa ban chuka h
Tu Dil kholkar Naya kissa to shuru kar
Kuch fikar Kam Karke 
Tu sabki kadar to kar

46aa4bf43f8033feaa03cb72b45e45f2

Manisha Sinha

Yun fasle utne nhi the tumse
 jitna humne socha tha 
Hum qareeb bhi utne nhi the tumse
 jitna humne dekha tha

46aa4bf43f8033feaa03cb72b45e45f2

Manisha Sinha

Bure waqt se daro mat 
Usse apna huzoor Bana lo 
Wo har takleef k Saath 
Tumhe jeene Ka maksad seekhati h
Ki tum Kuch paana chahte ho 
Vo Yaad humesha dilaati h 
Tootna nahi tum jab waqt Bura ho
Bas bhul jaana ki tumhe koi shikayat hai
 #jazbaat Dil k h Dil se padhna

#jazbaat Dil k h Dil se padhna

loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile