Nojoto: Largest Storytelling Platform
scribbledshayari6777
  • 13Stories
  • 32Followers
  • 45Love
    0Views

Scribbled Shayaris

  • Popular
  • Latest
  • Video
205d5ee4649b5eebbb5d258bce9d66fa

Scribbled Shayaris

Ujaale Me Mujhe Ye Saara Jahaan Dekhata Hai


Andhere Me Mujhe Sirf Mera Yaar Dekh Paata Hai #bestie
205d5ee4649b5eebbb5d258bce9d66fa

Scribbled Shayaris

Kuch Is Tarah Se Woh Bewafa Ho Gaye

Ke Kisine Kaha Ae Khuda Aur Hum Unka Naam Lete Reh Gaye #broken
205d5ee4649b5eebbb5d258bce9d66fa

Scribbled Shayaris

Ye Kaisi Mohabaat Hai
Ye Kaisa Afsana Hai

Dilkash Andaaz Mera 
Bewafai Adaa Teri #love
205d5ee4649b5eebbb5d258bce9d66fa

Scribbled Shayaris

Meine Mausam Ke Halaat Ko Badalte Dekha Hai

Unka Toh Bas Dil Tha

Unka Bhi Man Badalte Dekha Hai #end
205d5ee4649b5eebbb5d258bce9d66fa

Scribbled Shayaris

Mujhe Shikayat Unse Nahi Jo Tumhare Deewane Hai

Mujhe Afsoos Is Baat Ka Hai Ki Tumhe Bhi Bewafai Ka Khumaar Hai #end
205d5ee4649b5eebbb5d258bce9d66fa

Scribbled Shayaris

Din Toh Kaat Jaate Hai Jaise Taise
Yeh Raastein Kyu Nahi Guzarti

Chahata Hai Mera Dil Jise 
Woh Meri Khamoshi Kyu Nahi Samajti #thought
205d5ee4649b5eebbb5d258bce9d66fa

Scribbled Shayaris

Ishq Toh Maine Bhi Kiya

Magar Unke Chahanewale Bhi Kam Toh Nahi The

Afsoos Tab Bhi Nahi Tha Aaj Bhi Nahi Hai

Kyuki Jaante Hai Ke Asli Haqdaar Hum Aaj Bhi Hai Aur Kal Bhi The #special
205d5ee4649b5eebbb5d258bce9d66fa

Scribbled Shayaris

There Is Joker In Everyone Of Us
It's Just  The Matter Of Time
and There He Is...
failed depressed tired...
and
 Ready For Destruction 
all at Once #joker
205d5ee4649b5eebbb5d258bce9d66fa

Scribbled Shayaris

Mere Aasuon Ko Mera Gam Na Samajhna
Meri Khamoshi Ko Majburi Na Samajhna
Meri Tanhai Ko Meri Fitrat Samajhana 
Na Meri Muskurahat Ko Khushi Samajhana

Agar Kuch Janana Hi Hai 
Tum Mere Is Dil Me Base Jazbaaton Ko Samajhna
Haa... Manta Hu Kai Khayal Hai Mere Dil Me Base..
Un Khayalon Ko Mera Irada Na Samajhna

Dabi Dabi Si Rehkar Ab Kuch Tham Si Gai Hai Dhadkane Meri... Lekin 
Jo Tumne Pehle Kiya Tha
Waise Hi Kuch Ab Karna
Chale Jana Dur Kahin
Par Mud Kar Phir Kabhi Na Dekhna

205d5ee4649b5eebbb5d258bce9d66fa

Scribbled Shayaris

Manzil Dhudane Chala 
Nikala Tha Thikane Se Mein
Chale Aaya Jo Itni Dur Ab
Ke Ab Duniya Se Pare Hu Mein

Iss hi Rahe Chalte Hue
Apne Paraaye Ho Gaye
Kuch Raaha Thame Chale The Jo
Ab Woh Bhi Maine Kho Diye

Iss Safar Mein Ishq Bhi Hua Tha Mujhe
Par Manzil Ab Bhi Jo Dur Thi
Ishq Ko Bhi Pare Rakh
Chal Baitha Hu Kafir Mein

Na Jung Meri Tujhse Hai
Naa Hi Tere Khuda Se Hai
Ye Jung Hai Ek Jaañbaaz Ki Khud Se Hi
Ye Jung Meri Mujhse Hai #regrets
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile