Nojoto: Largest Storytelling Platform
parizhakhan9473
  • 182Stories
  • 318Followers
  • 2.2KLove
    10.7KViews

Parizha Khan

azad karu khud ko ya barbad Kar du kise ki mohbt main Mar jao ya khud ke liye jee lu

chahatkhangmail.com

  • Popular
  • Latest
  • Video
0f032660789d3f26ce8be17607672bc3

Parizha Khan

ye jo mohbat mohbat karte ho
is mohabbat ma jab mehboob ka haat pakarte ha to ego attitude ka saat bhi chodna phata ha
kitni bar khamosh ga 
chalo is bar kuch kar ke btao tum chup reh kar btao ma khamosh sy nikal jao g

©Parizha Khan #WinterSunset
0f032660789d3f26ce8be17607672bc3

Parizha Khan

jab mohbat hoti ha to log bhul jate ha sab kuch
mehboob ke saat jab baitho ap 
nikal do ghadi haat ki 
tham lo haat mehboob ka
whaqt jab samhj na aai tumhe kaise guzar gaya 
zindagi bhar ka saat mang lo apne rab se

©Parizha Khan #Rose # quotes #Life_experience
0f032660789d3f26ce8be17607672bc3

Parizha Khan

main kabhi apna beeta huwa kal nhi bhoolu g
muhje mere aj ke saat mera beeta huwa kal chahiye
beeta huwe kal ma ki gai galti mere ane wale aj ke liye sabak hain
log khete hai bhul jao jo huwa 
main kheti hu hamehsa yaad rakho jo tumhr saat huwa jo tumne kiya
maaf kar do sabko par bhulo nahi kisi ko

©Parizha Khan #desert #Life_experience #Quotes
0f032660789d3f26ce8be17607672bc3

Parizha Khan

wo shaks  duniya ban gaya meri jise sirf chaha thi main 
log khete ha whaqt ke haat ma par whaqt sirf insan ko whaqt deta ha 
rehta to sab insan ke haat ma hain
aur main is whaqt ko apne haato ma rhkna chahati hu 
main mohbat ke haat tabha hona chahati hu ishq karna chahati hu

©Parizha Khan #Light
0f032660789d3f26ce8be17607672bc3

Parizha Khan

main hamesha aishe he rahu g 
kabhi nahi badlu g 
main badal jao g toh 
mera muhj main kuch nahi rahe ga
main hamesha aishi he rahu g 
kisi ne kaha tha jise suraj ki muhje chah thi wo dhup chuka hain
muhje phele bhi chand sy mohbat thi muhje aj bhi chamd sy ishq hain

©Parizha Khan
0f032660789d3f26ce8be17607672bc3

Parizha Khan

safar ma jab humrahi haat age kare to 
apna haat bhada dena tum 
mohbat ka thofa dena use 
izzat ki barishon ma bheegana use
mohabbat main azad karna use
safar ke raste pe kadam rakho g to manzil bhi mile g 
naye zindagi ke saat naye mohbat bhi mile g

©Parizha Khan #alone
0f032660789d3f26ce8be17607672bc3

Parizha Khan

log naye saal main naye zindagi 
naye yaado ke saat karte hain
beeta huwa kal bhul ke aj main kadam rhakte hain 
main beete huwe kal ke saat ane wale aaj ma ana chahati hu jo huwa mere saat use ma bhulana nhi chahati hu galti se mila sabak lihkna nhi ha le kar chalna Hain
main naya saal guzre huwe kal le saat nikalna chahati hu

©Parizha Khan #alonegirl
0f032660789d3f26ce8be17607672bc3

Parizha Khan

hum kabhi kisi sy nahi jeet sakte na na apno sy na kismat sy na khud sy bas ladte jate ha shochte ha jeet hamari hogi hum jeet toh jate ha par par use jeet ki khushi nahi mana pate hain.log Bolte ha khud se pyar karo khud sy lado khud ko khush rakho par ye bhul jate hain ke muqaddar ka likha badla nahi jata

©Parizha Khan #Morning
0f032660789d3f26ce8be17607672bc3

Parizha Khan

Dekha jab tumhe pheli bar tha 
Meri nazro main ik halka sa muskan tha
Khamosh hogya main use  whaqt  jab dedar  tumhra huwa tha
Main shoc ma tha teri khayalo ma he ghum tha Khamosh Ho gya tha use whaqt main jab tu mere samne tha
Aj bhi wo whaqt yaad ha tera haat jab pheli bar mere haat ma tha 
Use whaqt har whaqt mera tha
Saat tere ho kar khud ko bhul baitha tha 
Chal dhek meri ankho main dhood muhje
Tere siwa nazar aai koi to kehna 
jab Tera wazood muhje ma tha 
Dekha jab tumhe pheli bar tha
Aj bhi wo whaqt  yaad ha 
Tera muskurana muhje yaad ha 
Teez hawao ki tarha teez dharkan thi 
Dekha jab tumhe pheli bar tha………………
………………………………..p@rizh@.....
                                      ………. Kh@n….

©Parizha Khan #rain #Love 

#OneSeason 🌧️
0f032660789d3f26ce8be17607672bc3

Parizha Khan

#5LinePoetry main kya likhu tuhje pe 
mohbat ka ek hissa ha tha
ab to sirf ik kissa ha
mohbat sy yaad nahi karti tuhje
nafrato ki bheed ma bhi muskil sy milta ha tu

©Parizha Khan #5LinePoetry
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile