Nojoto: Largest Storytelling Platform
abhishekabhi8695
  • 24Stories
  • 58Followers
  • 135Love
    258Views

Abhishek Abhi

www.srikamalmusicals.com

  • Popular
  • Latest
  • Video
03d1ad01fde9e72a15762f4b4c57baa2

Abhishek Abhi

har bhoondh tere sach ki kadwai pehchanthi hai
boond main kami nashe ki pehchan batati hai
Teri  kami madhosh dil hamesha sunati hai
mehfil main jaam-e-bazaar bhi sooni lagti hai

©Abhishek Abhi #Quote #Poetry #Love #Emotional #miss #Opinion 

#HeartBreak
03d1ad01fde9e72a15762f4b4c57baa2

Abhishek Abhi

bola hai dil main jo tumne
hoshon awaaz khabardaar
sochne se pehle kadam jo thama mere saahil ka 
aur thay kardiya safar saath apna

poocha na tha , socha na tha
saamne tha tera ye ehsaas
jaadoo tha , ya tha tere dil ki awaaz
chahat ye teri jo baantein hain hum aadaa..


milthe hain bahut se log
kya pata kya haasil hai saath..
maine jo chaha tukraaya tumne,
kyun na ho tum mere saath..
socha na tha tu jo thi mere peeche
har lamha..
maa ka pyaar sau saalon ka bhar diya
tumne,  meri chahat ke liye apne saath  ..
rahne do, jaane do , banjaane do,  saari duniya ko maharaja..
tere zulfon ki khusboo se bangaye hum daasi, 
daasi ki jagah koi na le.

©Abhishek Abhi #Love#forever #Blessd 

#withyou
03d1ad01fde9e72a15762f4b4c57baa2

Abhishek Abhi

gulshan-e- shaukh main phool lapet gaye
guldistan e Chaman haq ki maang kargaye
naraz teri zulfein Deewana kargaye
poochne se pehle duniya ke zameen ko
bageecha banagaye

©Abhishek Abhi #Shayari #poem 

#Drops
03d1ad01fde9e72a15762f4b4c57baa2

Abhishek Abhi

yaaron mohabbat hi hai jo banathi hai,
zindagi koi tho hai jo apnathi hai ,
pyaar tumne kiya hai ya ho tumpe kisika hai pyaar
 aakhirkaar dilbar ho koi khwaish si gulzaar..

burai ka waqt tho harpal hi hai hotha 
jaane dost ya har koi kartha hai narazgi bewajah,
gham ka wo saaya nai mitasaktha tere aansoon ki ye wajoohad
gham ka wo saaya nai mitasaktha tere aansoon ki ye wajoohad
palkon se hoon tere door , karke buland iraade mere yoon ,
tere har boondh ki ek wajah.. #footsteps
03d1ad01fde9e72a15762f4b4c57baa2

Abhishek Abhi

jung e qurbani meri aisi
pyaar main maine dil jo di hai use aisi
kheech aayegi wo bin soche haal-e-dil yunhi
chahe tabaah ho uske waale aise hi

ye pyaar cheez naam dene waali nai 
jo iskeliye itna talaash kare tu meri jaan
sunne ki aadat banale tu
nikammo ko kya pata 
haal-e-dil jo hai diya jisko 
woh hai teri jaan...

tabah hone ka afsos Nai
gunah tho nasha ka bhi nai
mohabbat tho Mohabbat hai 
bole nashe main har koi
Magar pyaar-e- zulm ka shikar Hogaya hum bs yahin

zang khaagayi 
tashngi meri 
main koi cheez tha
jab thi wo meri
uski dhoond main mera ghum hona
Adat nai tashngi Ko meri..
tu thi, tu hai , tu rahegi hamesha meri. #feather
03d1ad01fde9e72a15762f4b4c57baa2

Abhishek Abhi

agn main jalti taqdeer meri aisi
bhujao na pyaar ki raah sunahari meri
pyaar mera ujhad gaya hai bahaar main teri
patjhad ki aas main meri thanhayee aisi

mat pooch haal meri tanhaayi ka 
hosh main zindagi dikhe ek pal ka
maujhon ke kisse nai jo hai chalthe
apnon ke doori main jo hai hum jalthe

batoon main kya hai 
kiya gaya hai, kaha bhi hai..
pyaar ek auzaar hai
dozaqm pyaar ke jo hume diya hai

pyaar ke toofan main hogaye meri aankhein bandh si 
dhool tha ya dokha tha koi jhooti si pyaari ki
mila sab kuch hume hi
maano ya maano zaqm hamesha khalbali si... #Light  Pranshi Singh Lipika Jain Namita Writer Meenu Kumari Jyoti

#Light Pranshi Singh Lipika Jain Namita Writer Meenu Kumari Jyoti #poem

03d1ad01fde9e72a15762f4b4c57baa2

Abhishek Abhi

#friends#love#broken
03d1ad01fde9e72a15762f4b4c57baa2

Abhishek Abhi

na kar jaam e maza barbaad
Jahan lage pyar  jaam se badhkar 
tu hai alag pyaari si ek nadaan Jaan
Jahan meri zindagi hogayi tere pyar mein anjaan
de kuch aisi sazaa
Zahan Tere pyaar ka ehasas lage Ehsaan sa

03d1ad01fde9e72a15762f4b4c57baa2

Abhishek Abhi

tere aansoon the ajeeb 
jo chulethi thi mere dil ki awazoon ke dard se...
saansein ik pal ke liye tham si jaathi thi
 jab tere ansoon ki ye ehsaas dil ke darwaaze pe dastak deti thi
aisi nasamaj dard thi meri ki tujhe lagi hamare dil main koi khot hai
kash tumhe samaj aati ke dil main mere hothi hai ye ajeeb si tumhari hone ki aahat 
jab kabhi bhi tumhe mere pyar ki imtehaan leni pade
hum hamesha rahenge thayyar

03d1ad01fde9e72a15762f4b4c57baa2

Abhishek Abhi

guldistha e chaman main na raha phool baaqi
dil ki fariyaab main dikhe nazaarein naraaz kaafi
aur nai hosakthi intehaan waqt ke kyunki
tere gardish main raha hamarein halaatein dagmagaayi saari Pranshi Singh Kajal_meshram Puspa Kri Gita Choudhary Anita

Pranshi Singh Kajal_meshram Puspa Kri Gita Choudhary Anita #Quote

loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile