Nojoto: Largest Storytelling Platform
amaira1992267978053
  • 5Stories
  • 2Followers
  • 24Love
    0Views

Shrey

𝙿𝚘𝚎𝚝𝚛𝚢 𝚕𝚘𝚟𝚎𝚛 ✍ Dil yeh mera tha ab yeh begana hai yeh scch hi hai ya koi fasna hai❤ guys, if you loved my poetry nd shayari so plz follow me nd support🤗

  • Popular
  • Latest
  • Repost
  • Video
00f8e71b876e9155852cf05ef5e23e45

Shrey

Ankhein yeh hamari kitna hi kch
Bayan kr jati hain
Khamosh rhh k bhi 
Kitnaa kch khh jati hain
Kbhi mosoom bn kr
dil ko chuti hain
Toh kbhi, Gamon ko shkr
Nam ho jati hain
Adayein dikhati hain
Toh kbhi  shararat si krr jati hain
Bdkismtti toh dekhiye janaab
Khud se hi rubaru n ho pati hain
Mohabbat bhi yeh krti hain
Nfrtt bhi kr jati hain
Kch bhi khiye janaab
 Uff 
Yeh ankhein kyaa kamaal kr jati jati hain.....

©Shrey #ankhein #Ankheinsabboltihai #KhamoshAnkhen
00f8e71b876e9155852cf05ef5e23e45

Shrey

Yun  toh  kayi dafa
hue  bdnaam  isq ki galiyon mein

Insallah 
Nah jane kyon  raash aa gyi
yeh bdnaamiyaan🥰

©Shrey #bdnamisq 
#true #true_feelings
00f8e71b876e9155852cf05ef5e23e45

Shrey

Durr hoke bhi 
jo paas dik k hai.. 
haan yhi mohabbat hai.. 
haan yhi mohabbat hai.. 💞

Lost girl🖤✍

©Shrey #longdistance #longdistancerelationship 
#mobbatein
00f8e71b876e9155852cf05ef5e23e45

Shrey

Dil  yeh mera tha... 
abb yeh begaana hai.. 

yeh hakeekat hai
ya koi  fasaana hai... ❤

Lost girl✍

©Shrey #feellove 
#love #purelove #PureFeelings
00f8e71b876e9155852cf05ef5e23e45

Shrey

𝓡𝓸𝓸𝓽𝓱𝓲 𝓱𝓪𝓲𝓷 𝓴𝔂𝓸𝓷 𝓶𝓾𝓳𝓱𝓼𝓮
𝓚𝓬𝓱 𝓽𝓸𝓱 𝓫𝓪𝓽𝓪 𝓪𝔂𝓮 𝔃𝓲𝓷𝓭𝓪𝓰𝓲.. 
𝓛𝓮𝓴𝓮 𝓪𝓹𝓷𝓲 𝓫𝓪𝓱𝓸𝓸𝓷 𝓶𝓮𝓲𝓷
𝓜𝓾𝓳𝓱𝓮 𝓪𝓹𝓷𝓪 𝓫𝓷𝓪 𝓪𝔂𝓮 𝔃𝓲𝓷𝓭𝓪𝓰𝓲.. 
𝓣𝓮𝓻𝓮 𝓲𝓷𝓷 𝓴𝓱𝓪𝓶𝓸𝓼𝓱𝓲𝔂𝓸𝓷 𝓴𝓲 𝔀𝓳𝓱 
𝓐𝓳 𝓽𝓾 𝓫𝓪𝓪𝓽𝓪 𝓪𝔂𝓮 𝔃𝓲𝓷𝓭𝓪𝓰𝓲.. 
𝓣𝓸𝓭 𝓴 𝔂𝓮𝓱 𝓹𝓪𝓫𝓪𝓷𝓭𝓲𝔂𝓪𝓪𝓷
𝓢𝓮𝓮𝓷𝓮 𝓼𝓮 𝓵𝓰𝓪𝓪 𝓪𝔂𝓮 𝔃𝓲𝓷𝓭𝓪𝓰𝓲.. 
𝓣𝓾 𝓰𝓪𝓲𝓻 𝓷𝓲𝓲 𝓴𝓸𝓲
𝓨𝓾𝓷 𝓼𝓪𝓽𝓪 𝓷𝓪 𝓪𝔂𝓮 𝔃𝓲𝓷𝓭𝓪𝓰𝓲... 
𝓣𝓾 𝓶𝓾𝓳𝓱𝓶𝓮𝓲𝓷, 𝓶𝓪𝓲𝓷 𝓽𝓾𝓳𝓱𝓶𝓮𝓲𝓷
𝓒𝓱𝓵 𝓪𝓪𝓳 𝓼𝓶𝓪𝓪 𝓳𝓪𝔂𝓮𝓲𝓷
𝓒𝓱𝓸𝓭𝓱 𝓴𝓮 𝔂𝓮𝓱 𝓭𝓾𝓷𝓲𝔂𝓪𝓪𝓭𝓪𝓪𝓻𝓲
𝓚𝓱𝓾𝓭 𝓴𝓲 𝓮𝓴 𝓭𝓾𝓷𝓲𝔂𝓪𝓪𝓷 𝓫𝓪𝓷𝓪𝔂𝓮𝓲𝓷
𝓐𝓳 𝓴𝓱 𝓭𝓮 𝓣𝓾 𝓶𝓾𝓳𝓱𝓮 
𝓣𝓾 𝓭𝓻𝓷𝓪𝓪 𝓷𝓲𝓲, 𝓱𝓾𝓶 𝓼𝓪𝓪𝓽𝓱 𝓱𝓪𝓲𝓷
𝓐𝔂𝓮 𝔃𝓲𝓷𝓭𝓪𝓰𝓲.. 
𝓡𝓸𝓸𝓽𝓱𝓲 𝓱𝓪𝓲𝓷 𝓴𝔂𝓸𝓷 𝓶𝓾𝓳𝓱𝓼𝓮
𝓚𝓬𝓱 𝓽𝓸𝓱 𝓫𝓪𝓽𝓪 𝓪𝔂𝓮 𝔃𝓲𝓷𝓭𝓪𝓰𝓲....

©Amaira #𝙰𝚢𝚎𝚣𝚒𝚗𝚍𝚊𝚐𝚒 #𝚊𝚢𝚎𝚣𝚒𝚗𝚍𝚊𝚐𝚒𝚐𝚊𝚕𝚎𝚕𝚐𝚊𝚕𝚎
#𝚕𝚘𝚟𝚎𝚢𝚘𝚞𝚣𝚒𝚗𝚍𝚊𝚐𝚒

#𝙰𝚢𝚎𝚣𝚒𝚗𝚍𝚊𝚐𝚒 #𝚊𝚢𝚎𝚣𝚒𝚗𝚍𝚊𝚐𝚒𝚐𝚊𝚕𝚎𝚕𝚐𝚊𝚕𝚎 #𝚕𝚘𝚟𝚎𝚢𝚘𝚞𝚣𝚒𝚗𝚍𝚊𝚐𝚒

Follow us on social media:

For Best Experience, Download Nojoto

Home
Explore
Events
Notification
Profile