logo ki bheer me akeli hun riston ka mela hai lekin tanha khari hun kisne dekha dard dilo ke yaha sab ko to apni pari hai na jane ye kaisi risto ki lari hai kahne ko to sab apne hai par apna yaha koun hai kahte the muskurate bahut hai ab khamoshi ki chadar odhi hai isme v takleef hai na jane ye kaisi riston ki lari hai kisne jana mai aisi kyoun ho gai jise dekho tano ki barsat kiye ja raha na jane ye kaisi riston ki lari hai koi to nahi jo sune meri v koi nahi jiske kandhe par sar rakh dhundh saku kuchh sukun ke pal logo ke bheer me akeli to lari hun na jane ye kaisi riston ki lari hai #riston