Manna k Ab hum sath nhi . mager dilse aik baat kahon koi baat nhi. lakin aaj bhi har Raat sone se pehlay teri yadoon k samandar main Aik Lambi sanns Laker gota marne chala jata hoon oor abb purane lamhon main se kise aik pak k moti ko nikal leta hoon. phir aankein band kar k tab tak niharta hoon jab tak nend nhi aajate oor agli subha se yahe intzar karta hoon k kab yeh din dhale oor kab raat ho kab phir tujhe awaz lagao oor kab tujhse baat ho manna k woh raat nhi mager dilse baat kahon koi baat nhi .log koste hain apni Muhabat ko k usne unko tabha kardiya mager main toh tera shukar guzar hoon k jitna Banta tha tune farz ada karliya oor wesay bhi Rishtoon k umar nhi Dekhi jati Dekhi jati hai toh srif aik baat k un Rishtoon main hum kitna jea oor sach kaho toh aaj samjh ata hai puri zindgi jeli jenki yadein abb akeley rehne k liye kabil hain manna k abb tere hath main mera harh nhi mager dilse baat kahon koi baat nhi shayed yeh awaz abb tum tak pouchti nhi shayed teri nighein abb mujhko kost