Nojoto: Largest Storytelling Platform

Ye batameez aankhein meri jaane kab chor ho gai Ch

Ye batameez aankhein meri jaane kab chor ho gai
Churana tha dil kisi or ka ab khud ki jaan dhundhne mei bhor ho gyi

Lab jaise kali adh khili hui, muskaan uski subah ki oss thi
Palke bhigi hui thi uski ,shayad intezaar me mere 
Maaf karna kho gya wo baarish ho rahi thi
Kisi ko dikhe mehboob mera toh khabar kr dena 
Uss moutjza ke baad hamari aankhein kho gai

Churane gya tha dil kisi or ka ab lgta khud ki jaan chori ho gai #abjaanedo #yqbaba #yqdidi #instawriters #love #night #shayari #poetry