साहित्य jiske bina jindgi adhuri si h , kalapremiyon ke kala ki nishani si h. kuch warn milkar akshar bnate kuch akshar milkar sabd bnate h, To ,kuch sabd milkar wakay bnate h , aur kabhi kabhi ye hi humare jivan par ek gahri chhap chhod jate h. jindgi ki gahrai ko smajhne ko, man ke kuch sawalon ke hal dhundne ko, sundarta ke sahi arth ko smajhne ko, kabhi kabhi kuch waqt sahitya ke naam kijiye ©juhi gupta #sahityaaurhum #kuchwaqtsahityakenaam #WForWriters