Nojoto: Largest Storytelling Platform

Woh bhi kya bakt thi .... Jab pehli Barish men mit

Woh bhi kya bakt thi ....
Jab pehli Barish men mitti ki khusboo bahut pyari thi,
Jab Garmiyon ki chhuti me Kacha amm aur tamato ka feast hua karti thi ,
Jab Dadi ki kahani sunne kiliye man bechan hua karti thi,
Jab Papa ke saath baat karte karte raat nikal jati thi ,
Jab Papa ki gondi men soke jannat sa abhas hua karti thi,
Jab akhhon men dher sare sapnaye aur poora karne ki strong josh hua karti thi,
Jab amm khane kiliye Mummy ke pass jidd karke ,badle sirf mar milti thi,
kabhi gaon me ek ice cream wala a jaye toh dadi ki anchal pakkad kar khichti thi,
Jab Dada ko diya hua nasta se hame share milti thi,
Jab Mandir jana to sirf bahana tha sirf prasad me man rahta  tha,
Papa ke ghar ane time pe dher sare formise hua karti thi,
Raat ko Mummy ke anchal men chhup ke so jati thi ,kanhi chhoti na so jaye 
Do kandho par chhoti behno ko bithake khudko pahilman samjh kiya karti thi ,
woh bhi kya bakt hua karta thi ,
jab dunia ki reality bahut dur hua karti thi ,
Logon ka do chehre ki  duniya se bahut dur hua karti thi,
Jab na school ka tension na college ka exam ka tension hua karti thi,
Chhoti behno ke saath milke chhat pe tara ginne ka maja hi kuchh aur thi,
chand kiliye poetry likha karti thi ,
Papa ke kandho pe baith ke khud ko dunia ka badsah samjhti thi ,
Mummy ki mar ki darse pita ,kacha sab nigal jati thi ,
Jab Papa ko mangi hue 10 rupeeyo ke badle me 50milti thi ,
Jab kuchh banana na ate huye bhi mitti men artist ki tarah banane suru ho jati thi,
Jab bado ki kapde pehne ke unki tarah chal aur dialogues mara karti thi ,
Woh bakt bhi kya sandar thi ,
Jab apni chhoti family ko apni ek chhoti duniya samjha katra thi,
Behno ke saath gudia rani khel khela karti thi ,
Jab Dadi ki baddi pet ke uppr soke dola jaisa maja leti thi ,
 Behno ke saath jhagda karke phir unhe hug karne ka baat bhi kuchh alag thi ,
Woh bakt bakt men hin kho gyi ,
Jab ajj dil karta hai ,pukarne par bhi woh bakt nahi ati ,
Bakt men woh pyara bakt sare kho gaye,
Aur men bhi kanhi kho gayi ,
Woh bakt bhi kya sandar thi. Woh bhi kya bakt thi ......... Reenu Anu PUSHKAR SAMELE Rahul Kashyap Sinha Sanjay Sanju Panwar soni devi

ssangeeta5650

S.Sangeeta

New Creator