Aaj purani raho se sada hai aayi Ek ladki ko wo yaad krte hain Jo thi thodi chanchal thodi bholi bhali Ab bhala kaise main wo ladki banke wapas jaun Badal gyi hu main kaise un rahon ko yaqeen ye dilaun Na kuch rha pehle jaisa Na wo chanchalta na wo bholapan Duniya ki kathorta hai sama gyi ab mere andar Kya batlaun un rahon ko kaise main unse nazar milaun. एक शायर ने कहा है उन्हीं रास्तों ने जिन पर कभी तुम थे साथ मेरे मुझे रोक रोक पूछा तेरा हम सफ़र कहाँ है.. बशीर बद्र हर किसी की ज़िंदगी इन्हीं पुरानी राहों से हो कर गुज़रती है। लिखें इस के बारे में। #पुरानीराहें