mushkile ana to lazmi hai safar mein mushkile hi to tumhe manjil tak pahuchayegi bikhare ho shishe ki tarah par shisha ban paye uthakar dekhna shishe ke har tukde ko usme tasveer tumhari najar aayegi kismat ke bharose mat betho usne likhi hai janam ki tarikh aur marke ka din kismat hai mehnat ki dost jaha mehnat waha kismat aa hi jayegi ek teri maujudagi kafi hai safar mein "a gyani " manjil khudbakhud mujhe raah dikhayegi -A gyani ek teri maujudagi kafi hai