The mountain, sapne m dekha h us unche manjil ko....... saflta k khusiyon se bhare ufan k sahil ko..... rukavaton k paththaron se bhare hue raste ko ...... or kanton se bhare hue un jhadiyon ko..... kabhi koi pair kichne ko khada hai.... to kabhi koi irsya k jahar se katne ko chada hai....... niche dekho to sari duniya dikhti hai..... aage dekho vo sapne wala manjil dikhti hai..... har kadam pr koi kal bnke rhta h....... or nature us jagah bs sawal bnke rhta h...... esa lgta h sanse dhire dhire kisi k aagosh m aa rhi hain.... or body k sare sence behosh si hoti ja rhi hain...... lekin ab v samne vo sapne wala manjil dikhte rhta h..... kabhi mn khta h chhd rhne de niche chl...... lekin housale khte bdta chl tu bdta chl.... dhyan bhatkane ko kai najare aate hain.... lubhawane hoker ek nhi kai sare aate hain...... lekin fark ni pdta kyuki samne vo spne wali manjil rhti h.....