#OpenPoetry .......Intejar....... ye intejar karna vi kitna muskil hota hai na.... Hum jab kisi apne ka injtejar karte hai ,to dill me ek ajib sa bechani hoti hai ,mano dill bar bar usi ko dhond raha ho ankhe jo mere to hai lekin ,usi ko dekh ne k liye taras raha ho najre bar bar raste ki or takee hote hai or dill kehta hai kahi ab agaya ...... kahi ab aagaaya ..... bas ye soch ke najre nahi hathte kahi mene najre hathaee or o agaya to ye intejar karna vi kitna muskil hota hai na.... e jo pal hote hai na bohot muskil hote hai mano eye ghari ye wakt ruk si gayi hai...ye pal tham ghayi hai ..... jane ka nam hi nahi leta, wakt kath ta hi nahi hai mano zindagi rukh si gahi hai usse baat karne k liye mere honth taras raha ho uski aawas sunke liya uski muuu se mere nam ki pukar sun k liye tarap raha ho ye injet karna vi kitna muskil hota hai na...... kaise batauu e intejar karna kitna muskil hota hai jo mere pas aaye mujse batein kare mere hath pakar kar mujse kahe ........kaisa hai tuuu ...... jab main ankhe kholti hu to mere pas nahi hate hai tab ye soch kar ankhe nam hojati hai or hontho pe muskurahat hoti hai koi aane bala hai dill ye soch ke khush ho jati hai main uska intejar kiya hua hai ye intejar katna vi kitna muskil hota hai na..... #OpenPoetry intejar karna vi kitna muskil hota hai