Kahaniya aur hum Bachpan s batuni hone k karan ,batae banana r kahaniya buna uski adat m tha. Garmiyon ki chuttiyon m ghr aaye bacchon ki wo fav didi hoti thi.Jo kahaniya sunati thi. Kayi dafa betukki to, kayi dafa seekh dene wali kahaniya hoti thi. Bachche bade chao s sunate r chahak uthe the. Ghr ghr khelna r teacher banke padhana bhi unki fav didi ko psnd tha...!! Jb badi hui to usko khud wo ek kahani ki nayiki si lgi. Alg alg parishtiyon m bhi muskurati nayika. Khudke jeevan ka hr pehlu usne panno m utarane ki thani thi.Uski kahani duniya tk puche usne phr y zid thani thi...!! Pr ek waqt bd kahani hi uska sahara bani ,jb wo khud kuch na kehna chahti thi, Tb apne ander umad rahe jajwaton ko kahaniyon k jariye samjha krti thi...!!