Faiz Ahmad Faiz فیض احمد فیض 13 Feb 1911 - 20 Nov 1984 Faiz Ahmad Faiz Urdu Shayri ke maqbool tareen shayroN meN se haiN.. Tarqqi pasand tehreek ke parvarda. Apni krantikari shayri ki wajh se kayi baar jail gaye..Magar unki shayri meN roomaniyat bhi bharpoor payi jaati hai.. Wo urdu ke must read poet haiN.. ہم پرورش لوح و قلم کرتے رہیں گے جو دل پہ گزرتی ہے رقم کرتے رہیں گے.. हम परवरिशे-लौहो-क़लम करते रहेंगे जो दिल पे गुज़रती है रक़म करते रहेंगे.. Ek ghazal caption meN padheN.. Shukriya.. #faiz_ahmad_faiz #yqbhaijan Image Source - Google تری امید ترا انتظار جب سے ہے نہ شب کو دن سے شکایت نہ دن کو شب سے ہے