masum se ankhoe me lakho sapne bune the Kuch gahrai ke bojh tale dah ge aur kuch jimidari se Kuch bacho ki zarurat pura krte krte kuch khud se Ek sapna dekha tha mene bhi kuch kru us nahi si Jaan ke liye jise khudha ne kuch alg krne bheja h Aur duniya ki sari sarto ko pura krte krte ye duniya Use hr mod pr bandh deti hai Aaj hm komal se bistar me hokr hr bat ka sukon pkr Bhi jitni chaen ki sasae nhi le paa rhe hai Jo vo nanhi Patharo me bhi phulo sa sukon paa rhi hai hai Mujhe nhi pata ki ye Kya dastor hai duniya ka ya In kasmo ka Jo hr dafa mujhe khud se bandh KR tujhse Hr ek dafa mila deti hai