Ye zaalim duniya bhi kesi madhosh ho gyi Insaano ko chhod ab mausam ko b badal di apno se jyada dusro par bharosa karati hai par wo dusra bhi to kisi ka apna hai Log har dusro ki khushi m nuksa nikaalte hai par khud apni galtiyo ko bhula dete hai Kaash insaan panchi ki tarah hota apne har gam ko pankh ki tarah uda pata kher isi ka naam zindagi hai jo bandagi ko barbaad kar chuki hai zindagi ko batane k liye ab shabd na bache q har acche insaan is duniya se chal diye hai #Duniya #Poetry #lover #Quotes #ShortPoem #Artist #Poet #SelfMotivated