Jab koi kaam aapke dimag mein aaye jo aap karna chahte hain, wo tab hee kar dijiye, kyunki jaise-jaise waqt badhega waise-waise hee aapke liye wo kaam karna mushkil hota jayega. I give you an exmple- Jaise maan lijiye ke aap ne nahana hai toh wo toh aap ne karna hee hai. Jis kaam mein aapko sochne ki zarurat naa ho, uske baare mein kabhi naa sochein ke karun yaa naa karun, haan agar aap ne koi bussiness start karna hai yaa kuchh aur jis mein sochna zaruri hai, uss ko karne se pehle zarur sochein. This is solution of lazyness. 😊 Cherry Chhatwal