Kabhi kabhi mei khud ke sath bahut khilvad karti hu, Itna khilvad ki mujhe apne ap par taras ata h Kya mei aisi hi thi?? Kabhi kabhi mei khud ubb jati hu, 1 hi status mei rehkar. Or sochti hu- kya zindagi bas yahi tak Limited h? Mumma ke jane ke bad lyf mei aisi qai circumstances dekhe lekin unse kabhi bhagi nahi Sach kahu pehli bar keh rahi hu ye sach Meine to qai bar aise step bhi uthye jisse mei khatam ho jau ya yu kaho jisse ap suicide kehte h Jinhe ab sochti hu to khud par gussa or hassi aati h. Lekin karti bhi kya? 5 nov kabhi na bhul jab mujhe apno ki zarurat thi Or jaise dost, rishtedar to dur aisa lagta tha bhagwan ne bhi pucha chura lia ho. Jante h humesha se mujhe 1 baat bhi bahut chir rahi h ki mujhe bichari banna bilkul pasand nahi Jab koi mere bare mei bura bolta to moral मनोबल Tutta टूटता to mei aiyne ke samne khadi ho jati or qosti khud ko dekhu bikhri hui phrase अवस्था me, to khud par taras aaye "Tujhe koi pasand n karta, jisme himmat na h" Jate h jab ye tamam tanne mei khud ko deti hu To mujhe khud ko badlne ki koshish karti hu Ab mei apni parchyi par bhi aitbaar n karti Kyunki aj ka Satya yahi h, Waqt aane par vo bhi ojhal ho jati ©bestu_khurafati #bestu_khurafati #lonely