चरणों की धूल 1..apne guru ke charno ki dhool..agar mathe mein laga le koi insaan..shradha bhawna ke sath..wo ruhani prakash milta hai..jiski kalpana bhi nhi ki ja sakti hai. 2.guru ghar mein aayi huyi sangat..kisi bhi satsung mein ya pooja mein aaye huye log jisko prabhu ne sangat kaha hai..agar koi us dhool ko apne mathe se lagaye..to uska jiwan badal sakta hai..sangat ke charno mein ridhiyan sidhdhiyan waas karti hai..jiski tulna kisi ne nhi ki ja sakti chanro ki dhool ki taqat wohi janta hai..jisne paya hai..jispe uski najar ho jati hai