katil (dunaiya ki dastan) .................................... katil hai yh dunaiya katil sara jahan kalyug kai iss bheed bhaad mai na janai kon dushman ya sakha jis tarah roshan hai yh dunaiya us tarah roshan nhi iski dastan harek sikkai kai doo pheluu jaisai iski bhi hai katha lgta hai insan jis tarah uski hoti nhi wasai sacchai iss kalyug mai insanoo se jada pakkshi rahatai bhai_bhai bikti hai sacchai jaisai bikta sabka emman iss kalyug mai daulat kai balbutai bikk jata hai jahan rahti hai gumrah bankar dunaiya ki yh katha koi kaisai peechanai kon jhutha ya saccha katil hai yh dunaiya katil sara jahan kalyug kai iss bheed bhaad mai na janai kon dushman ya sakha 🗡