meri jiwan ki kahaani ab teri jubaani kuch adhoore se riste kuch teri meharbaani khwaabo k gharoude jo maine the banaye wo saare bikhre jaise koi lehar baha le jaaye tapis jalti si sulagti si ankhon ki jo baaris me bheegi ki ab Asoon tk na aaye mere jiwan ki kahani ab mere apno ki meharbaani khud jo armaano se sajaaya tha khud saari kahaani mere sath dafan hui aour khud ko mai e bhet kiya aaj sooli pr ab na koi khwaab na koi arzoo na koi guzaarish un beete hue lamho se sabko peeche chor kr mai aaj aage nikal aai #Aprajita# haar gai